Sawal :
Hazrat Husen ( Radiyallahu Anhu ) Ki Shahadat E Uzma Par Rasme Taziya Dari, Siyah Posh Hona ( Kale Kapde Pehenna ) Nange Sar Hona, Sar Me Khak ( Mitti ) Dalna, Sar Ko Pitna, Aur Sar Ko Tel Wagaira Se Khushk Rakhna, Matam Karna, Vavela Karna, Noha Karna, Marsiye Gana, Jis Me Buzurgan E Din Ki Tohin Hoti Ho, Chilla Chilla Kar Rona, Alam Nikalna, Bachcho Ko Qaidi Faqir Banana, Taziya Gah Me Tilawate Kalam E Pak Karna Aur Mannate Manna, Duldul Ko Gae ( Cow ) Ka Dudh Aur Jalebi Khilana, Dhol-tashe Bajana, Ahle Sunnat-wl-jamat Ke Nazdik Is Ki Asal Kya Hai ?
Sawal :
Muharram Ke Dino Me Jo Log Sabil - Sharbat Vagaira Lagate Ya Khilate Pilate Hai ? Vo Jaiz Hai, Ya Nahi ? Us Me Chanda Dena Jaiz Hai, Ya Haram ?
Sawal :
Baaz Mulko Me Ye Riwaj Hota Hai, Ke 10 Muharram Me Mithai Vagaira Khane Ki Chize Masjid Me Lakar Ya Ghar Me Taqseem Ki Jati Hai, Ye Jaiz Hai, Ya Nahi ?