27 July 2024

Saturday

19  Muharram  1446

Questions asked by you

Questions asked by you

Sawal No. : 124
Date of question : 17-01-2024
Sawal : A.alaikum W.w

mere Pass Bombay Stock Exchange Bse Company Ltd Ke 30 Share Hai Jo Mere Broker Ne 2021-22 Main 35000 Ki Amount Ke Aass Pass Kharide The Aaj Is Total Shares Ki Value 1 Lakh 20,000 Ke Aaspass Ki Hai Isme 20 Shares Company Ne Bonus Diye The Uske Sath Ki Value Maine Uper Likhi Hui Hai
yeh Company Stock Exchange Ki Company Hai
toh
q1. Yeh Company Ke Shares Halal Hai Ya Nhi??

q2. Agar Haram Hai Toh Pura Stock Hi Haram Hai Ya Phir Shariah Ke Hisab Se Kuch Hissa Haram Main Hai…??

q3. Yeh Company Ke Shares Agar Haram Hai Aur Muje Us Time Pata Tha Ya Nhi Tha Uska Idea Muje Nhi Hai Toh Woh Condition Main Iske Nafa Mere Liye Kaisa Rahega..??

ab Yeh Company Ne Kuch 20 Share Bonus Diya Tha Toh

q4. Iska Bonus Share Jo Ke Ek Shayad Gift Hua Toh Woh Halal Honge Ke Haram…??

q5. Iska Dividend Jo Aaye The Woh Halal Hoga Ke Haram..??

q6. Aur Iska Jo Nafa Hai Uska Kya Kar Sakte Hai..??

q7. Yeh Share Ko Buy Or Sell Karne Ke Liye Jo Brokerage Laga Hai Woh Agar Nafa Haram Hua Toh Us Amount Main Se Minus Kar Sakte Hai ..?!
Date of Answer : 03-03-2024
Jawab : Sawal No.125 Dekhe.
View & Download Jawab
Total visited
  • 5
  • 1
  • 5
  • 6
  • 4
times