Sawal :
Hazrat Husen ( Radiyallahu Anhu ) Ki Shahadat E Uzma Par Rasme Taziya Dari, Siyah Posh Hona ( Kale Kapde Pehenna ) Nange Sar Hona, Sar Me Khak ( Mitti ) Dalna, Sar Ko Pitna, Aur Sar Ko Tel Wagaira Se Khushk Rakhna, Matam Karna, Vavela Karna, Noha Karna, Marsiye Gana, Jis Me Buzurgan E Din Ki Tohin Hoti Ho, Chilla Chilla Kar Rona, Alam Nikalna, Bachcho Ko Qaidi Faqir Banana, Taziya Gah Me Tilawate Kalam E Pak Karna Aur Mannate Manna, Duldul Ko Gae ( Cow ) Ka Dudh Aur Jalebi Khilana, Dhol-tashe Bajana, Ahle Sunnat-wl-jamat Ke Nazdik Is Ki Asal Kya Hai ?
Sawal :
Muharram Ke Dino Me Jo Log Sabil - Sharbat Vagaira Lagate Ya Khilate Pilate Hai ? Vo Jaiz Hai, Ya Nahi ? Us Me Chanda Dena Jaiz Hai, Ya Haram ?