Home
Search
Masail
Sawal Kare
islami name
Shariya calculations
Short Book & pdf
About Us
Contact Us
03 July 2025
Thursday
6 Muharram 1447
Sawal No : 13
Bab : AQEEDA / IMAN / SHIRK
Fasl : BIDAAT / RUSUMAT
Topic : Qabr Par Paani, Phool Daalna Or Agar-batti Jalaana
Sawal : Qabr Par Paani Daalna, Phool Daalna Or Agar-batti Jalaana Sahih He, Ya Nahi ?
Jawab : Dafn Ke Baad Qabr Par Paani Chidakna Jaaiz He, Phool Daalna Or Agarbatti Jalaana Bid'at He. ( Aapke Masaail Or Unka Hal - 1/459 ) Aur Agar Pani Is Niyyat Se Dala Jaye, Ke Qabr Ki Hifazat Ho, To Jaiz Hai, Lekin Agar Pani Dalne Ka Maksad Mayyit Ko Rahat ( Thandak ) Pohchana Ho, Chahe Padha Huva Pani Hi Kyo Na Ho, To Pani Dalna Jaiz Nahi Hai, Kyo Ki Shariat Me Is Ka Koi Subut Nahi Hai, Albatta Mayyit Ko Koi Bhi Nek Kam Karke Isale Sawab Karne Se Fayda Phochta Hai, Is Liye Pani Chidkne Ke Bajaye Is Ka Ehtemam Karna Chahiye.
Fakt - Allah ta'ala sabse zyada janne wale hai.
Upload Date : 06-09-2023
download in PDF
related question
Islami Aur Gair-islami Naye Saal Ki Mubarak-baad Dena
Sawal : Kya Islami Aur Gair-islami Naye Saal Ki Mubarak-baad Dena Jaiz Hai ?
view more..
15 Shaaban Ki Raat Me Ibaadat Karna
Sawal : 15 Shabaan Ki Raat Me Kis Tarah Ibaadat Kare ? Kya Is Raat Me Ibaadat Ka Ehtimam Karna Bida't Hai ?
view more..
Rabiul-awwal Ke Mahine Me Karne Ke Kaam
Sawal : Rabiul-awwal Ke Mahine Me Karne Ke Kaam Kya Hai ?
view more..
10 Muharram Ko Khichda Banana Aur Taqseem Karna
Sawal : Kya Nau - Dus ( 9 - 10 ) Muharram Ko Khichda Ya Haleem Banwa Kar Rishtedaro Ya Gareebo Me Taseem Karn Ki Koi Fazilat Hai Ya Nahi ?
view more..
Jumerat Ko Loban Jalana Kaisa Hai
Sawal : Khususan Jumerat Ke Din Ghar Me Lobhan Jalana Kaisa Hai ?
view more..
View all sawal
Total visited
1
3
8
0
9
2
times