Home
Search
Masail
Sawal Kare
islami name
Shariya calculations
Short Book & pdf
About Us
Contact Us
21 November 2024
Thursday
17 Jamadi-Ul-Awwal 1446
Sawal No : 122
Bab : AQEEDA / IMAN / SHIRK
Fasl : BIDAAT / RUSUMAT
Topic : Jumerat Ko Loban Jalana Kaisa Hai
Sawal : Khususan Jumerat Ke Din Ghar Me Lobhan Jalana Kaisa Hai ?
Jawab : Lobhan Se Maqsad Khushbu Hasil Karna Hota Hai, Shari'at Ne Is Ke Liye Koi Bhi Khas Raat Ya Din Ka Zikr Nahi Kiya Hai, Lihaza Jumerat Ko Loban Jalana Na Shari'at Ka Hukm Hai, Aur Na Hi Is Par Koi Ajr Aur Sawab Milega.
▪️ Agar Koi Khaas Din Ya Raat Me Is Tarah Ki Khushbu Karna Sawab Ka Kaam Ya Shari'at Ka Hukm Samajh Kar Karta Hai, To Us Ke Liye Aisa Karna Ja'iz Na Hoga. (makhuz Az: Online Darul Ifta Binnoriya: 144108200874)
Fakt - Allah ta'ala sabse zyada janne wale hai.
Upload Date : 16-01-2024
download in PDF
related question
Rabiul-awwal Ke Mahine Me Karne Ke Kaam
Sawal : Rabiul-awwal Ke Mahine Me Karne Ke Kaam Kya Hai ?
view more..
10 Muharram Ko Khichda Banana Aur Taqseem Karna
Sawal : Kya Nau - Dus ( 9 - 10 ) Muharram Ko Khichda Ya Haleem Banwa Kar Rishtedaro Ya Gareebo Me Taseem Karn Ki Koi Fazilat Hai Ya Nahi ?
view more..
Qabr Par Paani, Phool Daalna Or Agar-batti Jalaana
Sawal : Qabr Par Paani Daalna, Phool Daalna Or Agar-batti Jalaana Sahih He, Ya Nahi ?
view more..
Ya Rasulallah kehna.
Sawal : Ya Rasulallah kehna kesa he ?
view more..
View all sawal
Total visited
7
0
4
8
2
times