Home
Search
Masail
Sawal Kare
islami name
Shariya calculations
Short Book & pdf
About Us
Contact Us
21 November 2024
Thursday
17 Jamadi-Ul-Awwal 1446
Sawal No : 10
Bab : AQEEDA / IMAN / SHIRK
Fasl : BIDAAT / RUSUMAT
Topic : Ya Rasulallah kehna.
Sawal : Ya Rasulallah kehna kesa he ?
Jawab : Agar ye aqeedah ho, ke Huzur (sallallahu alaihi wasallam) Har jagah haazir naazir he, to shirk he, magar roza-e-aqdas par haazir ho kar ya Rasulullah kehna sahih he. ( fatawa mahmudiyah - 1/365 ) agar hazir-nazir ka aqeedah na bhi ho, fir bhi aise alfaz bolne se bachna chahiye, jo shirk ke mushabeh ho.
Fakt - Allah ta'ala sabse zyada janne wale hai.
Upload Date : 30-08-2023
download in PDF
related question
Rabiul-awwal Ke Mahine Me Karne Ke Kaam
Sawal : Rabiul-awwal Ke Mahine Me Karne Ke Kaam Kya Hai ?
view more..
10 Muharram Ko Khichda Banana Aur Taqseem Karna
Sawal : Kya Nau - Dus ( 9 - 10 ) Muharram Ko Khichda Ya Haleem Banwa Kar Rishtedaro Ya Gareebo Me Taseem Karn Ki Koi Fazilat Hai Ya Nahi ?
view more..
Jumerat Ko Loban Jalana Kaisa Hai
Sawal : Khususan Jumerat Ke Din Ghar Me Lobhan Jalana Kaisa Hai ?
view more..
Qabr Par Paani, Phool Daalna Or Agar-batti Jalaana
Sawal : Qabr Par Paani Daalna, Phool Daalna Or Agar-batti Jalaana Sahih He, Ya Nahi ?
view more..
View all sawal
Total visited
7
0
5
0
2
times