Home
Search
Masail
Sawal Kare
islami name
Shariya calculations
Short Book & pdf
About Us
Contact Us
14 September 2025
Sunday
19 Rabi-Ul-Awwal 1447
Sawal No : 189
Bab : NAMAZ
Fasl : OTHERS ( NAMAZ )
Topic : Namaz Ke Baad Mic Me Duaa
Sawal : Masjid Me Farz Namaz Ke Bad Mic Me Zor Se Duaa Mangna Kesa Hai ?
baz Martaba Jin Logo Ki Rakat Gayi Hoti Hai, Un Ko Apni Namaz Padhne Me Pareshani Hoti Hai.
Jawab : Farz Namaz Ke Baad Sirran (aahista Se) Dua Maangni Chahiye, Agar Musalliyo Ko Takleef Na Ho To Kabhi Kabhi Jahran (awaaz Se) Bhi Duaa Manngne Ki Gunja'ish Hai, Lekin Agar Musalliyo Ko Takleef Hoti Ho To Sirran (aahista Se) Hi Duaa Karni Chahiye. ( Makhuz Az : Fatawa Rahimiyya: 10/198 )
Fakt - Allah ta'ala sabse zyada janne wale hai.
Upload Date : 14-05-2024
download in PDF
related question
Qaza Namaz Me Nafl Ki Niyyat Karna
Sawal : Kya Qaza-e-umri Namazon Ke Sath Kisi Nafl Ya Du‘a Ki Niyyat Milana Jaiz Hai? Jaise Ke: Salatul Wuzu, Imaan Ki Salamati Wagairah?
view more..
Chhote Bachchon Ko Masjid Mein Lana
Sawal : Aaj Kal Dekha Ja Raha Hai Ke Chhote Bachchon (ladke / Ladki) Ko Masjid Mein Laate Hain, Aur Saf Mein Apne Paas Khada Karte Hain. Is Ka Kya Hukm Hai?
view more..
Shirt In Kar Ke Namaz Padhna
Sawal : Kya Shirt In Kar Ke Namaz Padhna Sahih Hai ?
view more..
Farz Namaz Ke Baad Tasbihaat Aur Wazaif Kab Padhne Chahiye ?
Sawal : Farz Namaz Ke Baad Tasbihaat Aur Wazaif Kab Padhne Chahiye ? Sunnate Aur Nawafil Se Pehle Ya Baad Mein ?
view more..
Biwi Ke Saath Jamat Bana Kar Tahajjud Padhna
Sawal : Kya Miya Aur Biwi Tahajjud Ki Namaz Jamat Ke Saath Padh Sakte Hai ?
view more..
View all sawal
Total visited
1
5
5
1
0
5
times