Home
Search
Masail
Sawal Kare
islami name
Shariya calculations
Short Book & pdf
About Us
Contact Us
31 July 2025
Thursday
5 Safar 1447
Sawal No : 337
Bab : NAMAZ
Fasl : OTHERS ( NAMAZ )
Topic : Shirt In Kar Ke Namaz Padhna
Sawal : Kya Shirt In Kar Ke Namaz Padhna Sahih Hai ?
Jawab : Shirt In Kar Lene Se Aaza E Mastura ( Jin Aaza Ka Chupana Zaruri Hai ) Misaal Ke Tor Par Sureen Wagaira Ka Hajm ( Size ) B-tore Khas Ruku Sajda Karte Hue Saaf Zahir Hota Hai, Jo Ke Makrooh Hai, Isliye Agar Is Tarah Ka Andesha Ho, To Shirt In Kar Ke Namaz Padhna Makrooh Hai. ( Makhuz Az Online Fatawa Darul Uloom Deoband )
Fakt - Allah ta'ala sabse zyada janne wale hai.
Upload Date : 08-07-2025
download in PDF
related question
Qaza Namaz Me Nafl Ki Niyyat Karna
Sawal : Kya Qaza-e-umri Namazon Ke Sath Kisi Nafl Ya Du‘a Ki Niyyat Milana Jaiz Hai? Jaise Ke: Salatul Wuzu, Imaan Ki Salamati Wagairah?
view more..
Chhote Bachchon Ko Masjid Mein Lana
Sawal : Aaj Kal Dekha Ja Raha Hai Ke Chhote Bachchon (ladke / Ladki) Ko Masjid Mein Laate Hain, Aur Saf Mein Apne Paas Khada Karte Hain. Is Ka Kya Hukm Hai?
view more..
Farz Namaz Ke Baad Tasbihaat Aur Wazaif Kab Padhne Chahiye ?
Sawal : Farz Namaz Ke Baad Tasbihaat Aur Wazaif Kab Padhne Chahiye ? Sunnate Aur Nawafil Se Pehle Ya Baad Mein ?
view more..
Biwi Ke Saath Jamat Bana Kar Tahajjud Padhna
Sawal : Kya Miya Aur Biwi Tahajjud Ki Namaz Jamat Ke Saath Padh Sakte Hai ?
view more..
View all sawal
Total visited
1
4
4
5
4
5
times