Home
Search
Masail
Sawal Kare
islami name
Shariya calculations
Short Book & pdf
About Us
Contact Us
31 July 2025
Thursday
5 Safar 1447
Sawal No : 352
Bab : NAMAZ
Fasl : OTHERS ( NAMAZ )
Topic : Qaza Namaz Me Nafl Ki Niyyat Karna
Sawal : Kya Qaza-e-umri Namazon Ke Sath Kisi Nafl Ya Du‘a Ki Niyyat Milana Jaiz Hai? Jaise Ke: Salatul Wuzu, Imaan Ki Salamati Wagairah?
Jawab : Chahe Qaza Namaz Ho Ya Ada Namaz, Kisi Bhi Farz Namaz Ke Sath Nafl Ki Niyyat Karna Jaiz Nahi Hai. Agar Farz Ke Sath Nafl Ki Niyyat Ki Gayi To Mufta Bihi Qoul Ke Mutabiq Sirf Farz Namaz Hi Ada Hogi, Aur Nafl Ki Niyyat Be-asar (lagwa) Ho Jayegi.
▪️ Albatta, Agar Koi Shaks Masjid Mein Dakhil Ho Kar Farz Namaz Mein Shaamil Ho, Aur Saath Hi Tahiyyatul Masjid Ki Niyyat Bhi Kar Le, To Tahiyyatul Masjid Ka Sawab Mil Jata Hai. ( Makhuz Az: Online Fatawa, Darul Uloom Deoband )
Fakt - Allah ta'ala sabse zyada janne wale hai.
Upload Date : 24-07-2025
download in PDF
related question
Chhote Bachchon Ko Masjid Mein Lana
Sawal : Aaj Kal Dekha Ja Raha Hai Ke Chhote Bachchon (ladke / Ladki) Ko Masjid Mein Laate Hain, Aur Saf Mein Apne Paas Khada Karte Hain. Is Ka Kya Hukm Hai?
view more..
Shirt In Kar Ke Namaz Padhna
Sawal : Kya Shirt In Kar Ke Namaz Padhna Sahih Hai ?
view more..
Farz Namaz Ke Baad Tasbihaat Aur Wazaif Kab Padhne Chahiye ?
Sawal : Farz Namaz Ke Baad Tasbihaat Aur Wazaif Kab Padhne Chahiye ? Sunnate Aur Nawafil Se Pehle Ya Baad Mein ?
view more..
Biwi Ke Saath Jamat Bana Kar Tahajjud Padhna
Sawal : Kya Miya Aur Biwi Tahajjud Ki Namaz Jamat Ke Saath Padh Sakte Hai ?
view more..
View all sawal
Total visited
1
4
4
6
6
1
times