Home
Search
Masail
Sawal Kare
islami name
Shariya calculations
Short Book & pdf
About Us
Contact Us
20 July 2025
Sunday
23 Muharram 1447
Sawal No : 17
Bab : NAMAZ
Fasl : AZAN / IQAMAT
Topic : Masjid me tilaawat karne wale azan ke waqt kya kare.
Sawal : Masjid me Qur'an padhne wale ka azan ka jawab dena afzal he, ya tilaawat jaari rakhna afzal he ?
Jawab : Masjid me tilawat karne wale ka azan ka jawab dena afzal he. ( imdadul ahkaam - 1/422 ) albatta agar azan ke darmiyan tilawat jari rakhe, to koi harj nahi he.
Fakt - Allah ta'ala sabse zyada janne wale hai.
Upload Date : 30-08-2023
download in PDF
related question
Tilawat Ke Bich Azaan Ka Jawab
Sawal : Tilawat Ke Bich Azaan Shuru Ho Jaye, To Kya Hukm Hai ? Tilawat Jari Rakhe, Ya Rok De ?
view more..
Azaan Ke Waqt Kya Kare ?
Sawal : Azaan Ke Waqt Azaan Sunne Wale Kya Kare ?
view more..
Takbeer E Ula Me Shamil Hone Ka Matlab
Sawal : Takbeer E Ula Ke Sath Namaz Ada Karen Ke Bare Me Wazahat Matlub Hai, Ke Kab Tak Ham Apne Aap Ko Takbeer E Ula Me Shamil Maan Sakte Hai ?
view more..
View all sawal
Total visited
1
4
2
0
2
9
times