Home
Search
Masail
Sawal Kare
islami name
Shariya calculations
Short Book & pdf
About Us
Contact Us
14 September 2025
Sunday
19 Rabi-Ul-Awwal 1447
Sawal No : 370
Bab : NAMAZ
Fasl : AZAN / IQAMAT
Topic : Azan Dene Ka Sahih Tareeqa
Sawal : Muazzin Sahab Ko Azan Dene Ke Liye Kin Kin Baaton Ka Dhyan Rakhna Chahiye?
Jawab : Muazzin Sahab Ko Chahiye Ke Azan Ke Awqat Se Waqif Ho, Kyunke Ghar Ki Masturaat Isi Tarah Za’eef Buzurg Jo Masjid Aane Ki Taqat Nahi Rakhte Hain, Woh Apni Namaz Masjid Ki Azan Sun Kar Ada Karte Hain.
▪️ Isi Tarah Ba-wuzu Azan Dena Mustahab Hai. ( Makhuz Az Fatawa Mahmudiyah 5/434 )
▪️ Aur Azan Ke Waqt Kaanon Mein Ungliyan Dalna Bhi Mustahab Hai. ( Makhuz Az Kitabul Masail 1/253 )
▪️ Isi Tarah Azan Ke Kalimaat Ke Darmiyan Waqfa-e-qaleela ( Is Qadar Thoda Waqfa ) Ke Jisme Achhi Tarah Azan Ka Jawab Diya Ja Sake, Sunnat Hai. ( Makhuz Az Fatawa Darul Uloom Zakariya 2/81 )
▪️ In Cheezon Ka Khayal Rakhte Hue Muazzin Ko Azan Deni Chahiye.
Fakt - Allah ta'ala sabse zyada janne wale hai.
Upload Date : 18-08-2025
download in PDF
related question
Tilawat Ke Bich Azaan Ka Jawab
Sawal : Tilawat Ke Bich Azaan Shuru Ho Jaye, To Kya Hukm Hai ? Tilawat Jari Rakhe, Ya Rok De ?
view more..
Azaan Ke Waqt Kya Kare ?
Sawal : Azaan Ke Waqt Azaan Sunne Wale Kya Kare ?
view more..
Takbeer E Ula Me Shamil Hone Ka Matlab
Sawal : Takbeer E Ula Ke Sath Namaz Ada Karen Ke Bare Me Wazahat Matlub Hai, Ke Kab Tak Ham Apne Aap Ko Takbeer E Ula Me Shamil Maan Sakte Hai ?
view more..
Masjid me tilaawat karne wale azan ke waqt kya kare.
Sawal : Masjid me Qur'an padhne wale ka azan ka jawab dena afzal he, ya tilaawat jaari rakhna afzal he ?
view more..
View all sawal
Total visited
1
5
5
0
8
0
times