Home
Search
Masail
Sawal Kare
islami name
Shariya calculations
Short Book & pdf
About Us
Contact Us
05 February 2025
Wednesday
4 Shaban 1446
Sawal No : 295
Bab : MIRAS
Fasl : MIRAS KE BARE ME
Topic : Marhum Ki Miras Me Haqiqi Bhai Ka Hissa
Sawal : Kya Marhum Ke Haqiqi Bhai Ka Marhum Ki Miras Me Haq Lagta Hai ?
Jawab : Marhum Ka Beta / Pota / Valid / Dada, In Sab Me Se Koi Bhi Aek Hayat Ho, To Bhai Ko Miras Me Se Hissa Nahi Milta Hai.
▪️ Agar Un Sab Me Se Koi Bhi Na Ho, Isi Tarah Beti / Poti / Maa / Dadi-nani, In Sab Me Se Bhi Koi Na Ho, To Marhum Ke Bhai Ko Pura 100% Hissa Milega.
▪️ Aur Agar Beti / Poti / Maa / Dadi-nani, In Sab Me Se Koi Hayat Hai, To Un Ko Un Ka Hissa Dene Ke Baad Jo Bach Jaye, Vo Bhai Ko Milega.
▪️ Misal Ke Tor Par Marhum Ki 2 Betiya Hai, Aur Aek Bhai Hai, To Dono Betiyo Ko Do Tihai ( 2/3 - 66.66% ) Milega, Aur Jo Bach Jaye, Vo Bhai Ki Milega.
Fakt - Allah ta'ala sabse zyada janne wale hai.
Upload Date : 10-01-2025
download in PDF
related question
Apni Awlaad Ko Miras Se Be-dakhal Karna
Sawal : Apni Awlaad Ko Miras Se Kin Soorato Me Be-dakhal Kar Sakte Hai ?
view more..
Sotele Bete Ka Miras Me Hissa
Sawal : Zainab Ka Intiqaal Ho Gaya, Zainab Ke Variso Me Sirf Do Ladkiya Hai, Aur Sotela Beta ( Shohar Ka Dusri Biwi Ka Ladka ) Hai ? To Miras Kese Taqseem Hogi ?
view more..
Marhum Bhai Ki Miras Me Haqiqi Bahan Ka Hissa
Sawal : Kya Marhum Bhai Ki Miras Me Haqiqi Bahan Ka Hissa Hota Hai ?
view more..
Apne Valid Ke Qatil Bete Ka Un Ki Miras Me Hissa
Sawal : Bete Ne Apne Valid Ko Qatal Kar Diya, To Kya Bete Ko Valid Ki Miras Me Se Hissa Milega ?
view more..
View all sawal
Total visited
8
4
1
3
5
times