Home
Search
Masail
Sawal Kare
islami name
Shariya calculations
Short Book & pdf
About Us
Contact Us
17 March 2025
Monday
17 Ramzan 1446
Sawal No : 300
Bab : MIRAS
Fasl : MIRAS KE BARE ME
Topic : Apni Awlaad Ko Miras Se Be-dakhal Karna
Sawal : Apni Awlaad Ko Miras Se Kin Soorato Me Be-dakhal Kar Sakte Hai ?
Jawab : Aam Tor Par Muaashare Me Awlaad Ko Jo Be-dakhal Kiya Jata Hai, Shariyat Ke Hisab Se Is Ki Koi Hesiyat Nahi Hai, Agar Kisi Ne Apni Awlaad Me Se Kisi Ko Be-dakhal Kiya Hai, Tab Bhi Us Ki Vafat Ke Baad Virasat Me Vo Haqdaar Hoga, Be-dakhal Karne Ki Vajah Se Vo Virasat Se Mahroom Nahi Hoga. ( Khulasa Az Mahmoodul Fatawa - 8/526 )
Fakt - Allah ta'ala sabse zyada janne wale hai.
Upload Date : 20-01-2025
download in PDF
related question
Sotele Bete Ka Miras Me Hissa
Sawal : Zainab Ka Intiqaal Ho Gaya, Zainab Ke Variso Me Sirf Do Ladkiya Hai, Aur Sotela Beta ( Shohar Ka Dusri Biwi Ka Ladka ) Hai ? To Miras Kese Taqseem Hogi ?
view more..
Marhum Bhai Ki Miras Me Haqiqi Bahan Ka Hissa
Sawal : Kya Marhum Bhai Ki Miras Me Haqiqi Bahan Ka Hissa Hota Hai ?
view more..
Marhum Ki Miras Me Haqiqi Bhai Ka Hissa
Sawal : Kya Marhum Ke Haqiqi Bhai Ka Marhum Ki Miras Me Haq Lagta Hai ?
view more..
Apne Valid Ke Qatil Bete Ka Un Ki Miras Me Hissa
Sawal : Bete Ne Apne Valid Ko Qatal Kar Diya, To Kya Bete Ko Valid Ki Miras Me Se Hissa Milega ?
view more..
View all sawal
Total visited
1
0
2
8
5
2
times