Sawal :
Hamare Abba Ke Intiqal Ko 2 Saal Takriban Ho Chuke Hain. Ham Char Bhai Aur Ek Bahan Hain. Abba Ki Maujudgi Mein Ek Bhai Ka Intiqal Ho Gaya Tha. Abhi Teen Bhai Ek Bahan Aur Walida Zinda Hain. Abba Ki Miras Mein Se Hisse Kis Tarah Karen. Jis Bhai Ka Intiqal Hua Uska Ek Ladka Aur Do Ladki Hain.