Home
Search
Masail
Sawal Kare
islami name
Shariya calculations
Short Book & pdf
About Us
Contact Us
05 February 2025
Wednesday
4 Shaban 1446
Sawal No : 291
Bab : MIRAS
Fasl : MIRAS KE BARE ME
Topic : Maa - Baap Ki Miras Me Beti Ka Hissa
Sawal : Maa - Baap Ki Miras Me Se Beti Ko Kitna Hissa Milta Hai ?
Jawab : Agar Sirf Aek Beti Ho, Aur Koi Beta Na Ho, To Beti Ko Miras Me Se Aadha Hissa ( 1/2 ) Yani 50% Milta Hai.
▪️ Agar 2 Ya 2 Se Zyada Betiya Hai, Aur Koi Beta Nahi Hai, To In Sab Betiyo Ko Miras Me Se Do Tihaai ( 2/3 ) Yani 66.66 % Hissa Milega.
▪️ Aur Agar Beti Ke Sath Beta Bhi Maujood Hai, To Beti Ko Bete Ka Aadha Hissa Milega, Misal Ke Tor Par Marhum Ke Variso Me 2 Ladke Aur 2 Ladkiya Hai, To Total 6 Hisse Honge, Ladko Ko Do-do Hisse, Aur Ladkiyo Ko Aek-aek Hissa Milega.
Fakt - Allah ta'ala sabse zyada janne wale hai.
Upload Date : 04-01-2025
download in PDF
related question
Apni Awlaad Ko Miras Se Be-dakhal Karna
Sawal : Apni Awlaad Ko Miras Se Kin Soorato Me Be-dakhal Kar Sakte Hai ?
view more..
Sotele Bete Ka Miras Me Hissa
Sawal : Zainab Ka Intiqaal Ho Gaya, Zainab Ke Variso Me Sirf Do Ladkiya Hai, Aur Sotela Beta ( Shohar Ka Dusri Biwi Ka Ladka ) Hai ? To Miras Kese Taqseem Hogi ?
view more..
Marhum Bhai Ki Miras Me Haqiqi Bahan Ka Hissa
Sawal : Kya Marhum Bhai Ki Miras Me Haqiqi Bahan Ka Hissa Hota Hai ?
view more..
Marhum Ki Miras Me Haqiqi Bhai Ka Hissa
Sawal : Kya Marhum Ke Haqiqi Bhai Ka Marhum Ki Miras Me Haq Lagta Hai ?
view more..
Apne Valid Ke Qatil Bete Ka Un Ki Miras Me Hissa
Sawal : Bete Ne Apne Valid Ko Qatal Kar Diya, To Kya Bete Ko Valid Ki Miras Me Se Hissa Milega ?
view more..
View all sawal
Total visited
8
4
1
2
9
times