Home
Search
Masail
Sawal Kare
islami name
Shariya calculations
Short Book & pdf
About Us
Contact Us
05 February 2025
Wednesday
4 Shaban 1446
Sawal No : 290
Bab : MIRAS
Fasl : MIRAS KE BARE ME
Topic : Miras Taqseem Karne Ka Tariqa
Sawal : Marhum Ki Miras Taqseem Karne Se Pehle Kin Bato Ka Lihaz Rakhna Zaruri Hai ?
Jawab : Marhum Ki Miras Taqseem Karne Se Pehle 3 Bato Ka Lihaz Rakhna Zaruri Hai, Chota Number Miras Ki Taqseem Ka Aata Hai.
▪️( 1 ) Marhum Ke Kafan-dafan Ka Darmiyani Kharch Marhum Ke Maal Se Nikala Jaye.
▪️( 2 ) Us Ke Baad Marhum Par Jo Qarz Ho, Vo Ada Kiya Jaye.
▪️( 3 ) Us Ke Baad Marhum Ne Agar Jaiz Vasiyyat Ki Ho, To 1/3 - 33% Maal Me Se Puri Ki Jaye.
▪️( 4 ) Fir Jo Bach Jaye, Vo Variso Me Taqseem Kiya Jaye.
Fakt - Allah ta'ala sabse zyada janne wale hai.
Upload Date : 02-01-2025
download in PDF
related question
Apni Awlaad Ko Miras Se Be-dakhal Karna
Sawal : Apni Awlaad Ko Miras Se Kin Soorato Me Be-dakhal Kar Sakte Hai ?
view more..
Sotele Bete Ka Miras Me Hissa
Sawal : Zainab Ka Intiqaal Ho Gaya, Zainab Ke Variso Me Sirf Do Ladkiya Hai, Aur Sotela Beta ( Shohar Ka Dusri Biwi Ka Ladka ) Hai ? To Miras Kese Taqseem Hogi ?
view more..
Marhum Bhai Ki Miras Me Haqiqi Bahan Ka Hissa
Sawal : Kya Marhum Bhai Ki Miras Me Haqiqi Bahan Ka Hissa Hota Hai ?
view more..
Marhum Ki Miras Me Haqiqi Bhai Ka Hissa
Sawal : Kya Marhum Ke Haqiqi Bhai Ka Marhum Ki Miras Me Haq Lagta Hai ?
view more..
Apne Valid Ke Qatil Bete Ka Un Ki Miras Me Hissa
Sawal : Bete Ne Apne Valid Ko Qatal Kar Diya, To Kya Bete Ko Valid Ki Miras Me Se Hissa Milega ?
view more..
View all sawal
Total visited
8
4
1
4
2
times