Home
Search
Masail
Sawal Kare
islami name
Shariya calculations
Short Book & pdf
About Us
Contact Us
03 July 2025
Thursday
6 Muharram 1447
Sawal No : 289
Bab : MIRAS
Fasl : MIRAS KE BARE ME
Topic : Marhum Ki Miras Me Maa-baap Ka Hissa
Sawal : Marhum Ki Awlaad ( 2 Ladke - 2 Ladki ) Maujood Hai, Aur Maa-baap Bhi Hayat Hai, To Maa-baap Ko Miras Me Se Kitna Hissa Milega ?
Jawab : Jab Marhum Ki Awlaad ( 2 Ladke - 2 Ladki ) Maujood Hai, To Marhum Ki Maa Ko Chata Hissa ( 1/6 - 16.66% ) Aur Marhum Ke Baap Ko Bhi Chata Hissa ( 1/6 - 16.66% ) Milega.
▪️ Note : Agar Marhum Ki Awlaad Me Sirf Aek Beti Ho, Aur Maa-baap Ho, To Variso Ko Un Ka Hissa Dene Ke Baad Jo Bach Jaye, Vo Bhi Baap Ko Milega.
Fakt - Allah ta'ala sabse zyada janne wale hai.
Upload Date : 02-01-2025
download in PDF
related question
Ek Biwi, Do Ladke Aur Chaar Ladkiyon Ke Bich Miras Ki Taqseem
Sawal : Ek Shakhs Ka Intiqaal Ho Gaya, Us Ke Wariso Me Chaar ( 4 ) Ladkiya, Do ( 2 ) Ladke Aur Ek ( 1 ) Biwi Hai, To Wirasat Me Kaise Hisse Honge ?
view more..
Apni Awlaad Ko Miras Se Be-dakhal Karna
Sawal : Apni Awlaad Ko Miras Se Kin Soorato Me Be-dakhal Kar Sakte Hai ?
view more..
Sotele Bete Ka Miras Me Hissa
Sawal : Zainab Ka Intiqaal Ho Gaya, Zainab Ke Variso Me Sirf Do Ladkiya Hai, Aur Sotela Beta ( Shohar Ka Dusri Biwi Ka Ladka ) Hai ? To Miras Kese Taqseem Hogi ?
view more..
Marhum Bhai Ki Miras Me Haqiqi Bahan Ka Hissa
Sawal : Kya Marhum Bhai Ki Miras Me Haqiqi Bahan Ka Hissa Hota Hai ?
view more..
Marhum Ki Miras Me Haqiqi Bhai Ka Hissa
Sawal : Kya Marhum Ke Haqiqi Bhai Ka Marhum Ki Miras Me Haq Lagta Hai ?
view more..
View all sawal
Total visited
1
3
8
0
5
0
times