Home
Search
Masail
Sawal Kare
islami name
Shariya calculations
Short Book & pdf
About Us
Contact Us
17 March 2025
Monday
17 Ramzan 1446
Sawal No : 287
Bab : MIRAS
Fasl : MIRAS KE BARE ME
Topic : Shohar Ke Maal Me Biwi Ka Hissa
Sawal : Shohar Ke Maal Me Biwi Ka Kitna Hissa Hota Hai ?
Jawab : Agar Shohar Ki Awlaad Hai, To Biwi Ko Aathva Hissa ( 1/8 - Yani 12.5 % ) Milta Hai.
▪️ Agar Awlaad Na Ho, To Biwi Ko Chotha Hissa ( 1/4 - Yani 25% ) Milta Hai.
▪️ Note : Agar Aek Se Zyada Biwi Ho, To Sab Ko Milakar Uper Bataye Gaye Hisse Ke Mutabik Milega, Sab Ko Alag Alag 12.5 / 25 % Nahi Milega.
▪️ Note : Shohar Ki Awlaad Kisi Bhi Biwi Se Ho, Yani Pehle Intiqaal Ho Gaya Ho, Ya Abhi Hayat Ho, Dono Surat Me Biwi Ka Hissa Utna Hi Rahega, Jo Uper Bataya Gaya Hai.
Fakt - Allah ta'ala sabse zyada janne wale hai.
Upload Date : 28-12-2024
download in PDF
related question
Apni Awlaad Ko Miras Se Be-dakhal Karna
Sawal : Apni Awlaad Ko Miras Se Kin Soorato Me Be-dakhal Kar Sakte Hai ?
view more..
Sotele Bete Ka Miras Me Hissa
Sawal : Zainab Ka Intiqaal Ho Gaya, Zainab Ke Variso Me Sirf Do Ladkiya Hai, Aur Sotela Beta ( Shohar Ka Dusri Biwi Ka Ladka ) Hai ? To Miras Kese Taqseem Hogi ?
view more..
Marhum Bhai Ki Miras Me Haqiqi Bahan Ka Hissa
Sawal : Kya Marhum Bhai Ki Miras Me Haqiqi Bahan Ka Hissa Hota Hai ?
view more..
Marhum Ki Miras Me Haqiqi Bhai Ka Hissa
Sawal : Kya Marhum Ke Haqiqi Bhai Ka Marhum Ki Miras Me Haq Lagta Hai ?
view more..
Apne Valid Ke Qatil Bete Ka Un Ki Miras Me Hissa
Sawal : Bete Ne Apne Valid Ko Qatal Kar Diya, To Kya Bete Ko Valid Ki Miras Me Se Hissa Milega ?
view more..
View all sawal
Total visited
1
0
2
8
8
7
times