Home
Search
Masail
Sawal Kare
islami name
Shariya calculations
Short Book & pdf
About Us
Contact Us
05 February 2025
Wednesday
4 Shaban 1446
Sawal No : 286
Bab : MIRAS
Fasl : MIRAS KE BARE ME
Topic : Biwi Ke Maal Me Shohar Ka Miras Ka Haq
Sawal : Agar Kisi Maa Ya Baap Ne Nikah Ke Vaqt Ladki Ko Gold Ya Silver Diya, Ab Ladki Ka Kuch Mahino Ke Baad Intiqaal Ho Gaya, To Ye Maal Jo Maa-baap Ne Diya Hai, Is Me Shohar Ka Kitna Hissa Lagega, Aur Ye Hissa Kyo Laga ? Halake Maal To Maa-baap Ka Hai ?
Jawab : Nikah Ke Vaqt Jo Jewelry Maa-baap Ki Taraf Se Ladki Ko Di Jati Hai, Vo Ladki Ki Milk ( Property ) Hai, Ab Jab Ke Ladki Ka Intiqaal Ho Gaya, To Us Ke Dusre Maal Ki Tarah Ye Jewelry Bhi Tarka ( Marhumah Ka Choda Huva Maal ) Me Shamil Hai, Aur Tarka ( Marhumah Ka Choda Huva Maal ) Ke Haqdaar Us Ke Vurasaa ( Varasdaar ) Hai, Aur Vurasaa ( Varasdaar ) Me Shohor Bhi Hai, Ab Agar Us Ladki Ki Koi Awlaad Nahi Hai, To Shohar Ko Nisf ( Total Maal Ka Half ) Hissa Milega, Aur Agar Awlaad Hai, To Chothai ( Total Maal Ka 1/4 Yani 25% ) Milega. ( Khulasa Az Mahmoodul Fatawa - 8/543 )
Fakt - Allah ta'ala sabse zyada janne wale hai.
Upload Date : 26-12-2024
download in PDF
related question
Apni Awlaad Ko Miras Se Be-dakhal Karna
Sawal : Apni Awlaad Ko Miras Se Kin Soorato Me Be-dakhal Kar Sakte Hai ?
view more..
Sotele Bete Ka Miras Me Hissa
Sawal : Zainab Ka Intiqaal Ho Gaya, Zainab Ke Variso Me Sirf Do Ladkiya Hai, Aur Sotela Beta ( Shohar Ka Dusri Biwi Ka Ladka ) Hai ? To Miras Kese Taqseem Hogi ?
view more..
Marhum Bhai Ki Miras Me Haqiqi Bahan Ka Hissa
Sawal : Kya Marhum Bhai Ki Miras Me Haqiqi Bahan Ka Hissa Hota Hai ?
view more..
Marhum Ki Miras Me Haqiqi Bhai Ka Hissa
Sawal : Kya Marhum Ke Haqiqi Bhai Ka Marhum Ki Miras Me Haq Lagta Hai ?
view more..
Apne Valid Ke Qatil Bete Ka Un Ki Miras Me Hissa
Sawal : Bete Ne Apne Valid Ko Qatal Kar Diya, To Kya Bete Ko Valid Ki Miras Me Se Hissa Milega ?
view more..
View all sawal
Total visited
8
4
1
3
6
times