Home
Search
Masail
Sawal Kare
islami name
Shariya calculations
Short Book & pdf
About Us
Contact Us
21 November 2024
Thursday
17 Jamadi-Ul-Awwal 1446
Sawal No : 265
Bab : JANAZA / MAYYIT
Fasl : JANAZA / MAYYIT KE MASAIL
Topic : Intiqaal Ke Baad Biwi Aur Shohar Ka Hukm
Sawal : Kya Intiqaal Ke Baad Biwi Shohar Ka Aur Shohar Biwi Ka Chehra Dekh Sakta Hai ? Aur Gusal - Kafan Dene Ka Kya Hukm Hai ?
Jawab : Kisi Ke Shohar ( Husband ) Ka Intiqaal Ho Jaye, To Biwi Ke Liye Us Ka Chehra Dekhna - Nehlana Aur Kafnana Durust Hai.
▪️ Aur Agar Biwi Ka Intiqaal Ho Jaye, To Shohar ( Husband ) Ke Liye Us Ko Nehlana Aur Badan Chuna To Durust Nahi Hai, Al-batta Dekhna Aur Janaza Uthana Jaiz Hai. ( Khulasa Az Kitabul Masail - 2/50 )
Fakt - Allah ta'ala sabse zyada janne wale hai.
Upload Date : 05-11-2024
download in PDF
related question
Chote Bacche Aur Bacchi Ko Gusal Dena
Sawal : Chote Bacche Aur Bacchi Ko Kon Gusal De ?
view more..
Mayyit Ko Gusal Dene Ki Ujrat
Sawal : Mayyit Ko Gusal Dene Wale Ko Ujrat Dena Kab Jaiz Hai ?
view more..
Mayyit Ko Kon Gusal Dega
Sawal : Mayyit Ko Kon Gusal De ?
view more..
Gusal Se Pehle Mayyit Ke Pass Quran Ki Tilawat
Sawal : Kya Gusal Se Pehle Mayyit Ke Pass Quran Ki Tilawat Karna Durust Hai ?
view more..
View all sawal
Total visited
7
0
3
9
2
times