Home
Search
Masail
Sawal Kare
islami name
Shariya calculations
Short Book & pdf
About Us
Contact Us
14 September 2025
Sunday
19 Rabi-Ul-Awwal 1447
Sawal No : 376
Bab : JANAZA / MAYYIT
Fasl : JANAZA / MAYYIT KE MASAIL
Topic : Janazah Ko Kandha Dete Waqt Zor Se Kalima E Tayyiba Padhna
Sawal : Jab Janazah Ko Kandha Diya Jata Hai To Us Mauqe Se Bahut Se Hazraat Aawaaz Ke Sath Kalima E Tayyiba Padhte Hai, Kya Ye Masnoon Hai?
Jawab : Janaze Ko Kandha Dete Waqt Zor Se Kalima E Tayyiba Padhna Khilaf-e-sunnat, Makrooh Hai.
▪️ Janazah Ke Sath Chalte Huve Khamosh Rehna Ya Aahista Awaaz Se Zikr Karna Behtar Hai, Is Waqt Kisi Tarah Ka Koi Zikr Zor Se Na Karein.
Fakt - Allah ta'ala sabse zyada janne wale hai.
Upload Date : 21-08-2025
download in PDF
related question
Chote Bacche Aur Bacchi Ko Gusal Dena
Sawal : Chote Bacche Aur Bacchi Ko Kon Gusal De ?
view more..
Mayyit Ko Gusal Dene Ki Ujrat
Sawal : Mayyit Ko Gusal Dene Wale Ko Ujrat Dena Kab Jaiz Hai ?
view more..
Mayyit Ko Kon Gusal Dega
Sawal : Mayyit Ko Kon Gusal De ?
view more..
Gusal Se Pehle Mayyit Ke Pass Quran Ki Tilawat
Sawal : Kya Gusal Se Pehle Mayyit Ke Pass Quran Ki Tilawat Karna Durust Hai ?
view more..
View all sawal
Total visited
1
5
5
1
4
9
times