Home
Search
Masail
Sawal Kare
islami name
Shariya calculations
Short Book & pdf
About Us
Contact Us
14 September 2025
Sunday
19 Rabi-Ul-Awwal 1447
Sawal No : 269
Bab : JANAZA / MAYYIT
Fasl : JANAZA / MAYYIT KE MASAIL
Topic : Mayyit Ko Gusal Dene Ki Ujrat
Sawal : Mayyit Ko Gusal Dene Wale Ko Ujrat Dena Kab Jaiz Hai ?
Jawab : Agar Gusal Dene Wale Basti Me Chand Aadami Ho, To Kisi Ko Ujrat Par Lakar Mayyit Ko Gusal Dilaya Ja Sakta Hai, Lekin Agar Puri Aabadi Me Ek Hi Aadami Gusal Ke Tariqe Se Waqif Ho, To Fir Usi Aadami Ko Gusal Dena Zaruri Hai, Aur Gusal Dene Ki Ujrat Lena Us Ke Liye Jaiz Nahi Hai . ( Khulasa Az Kitabul Masail -2/49 )
Fakt - Allah ta'ala sabse zyada janne wale hai.
Upload Date : 11-11-2024
download in PDF
related question
Janazah Ko Kandha Dete Waqt Zor Se Kalima E Tayyiba Padhna
Sawal : Jab Janazah Ko Kandha Diya Jata Hai To Us Mauqe Se Bahut Se Hazraat Aawaaz Ke Sath Kalima E Tayyiba Padhte Hai, Kya Ye Masnoon Hai?
view more..
Chote Bacche Aur Bacchi Ko Gusal Dena
Sawal : Chote Bacche Aur Bacchi Ko Kon Gusal De ?
view more..
Mayyit Ko Kon Gusal Dega
Sawal : Mayyit Ko Kon Gusal De ?
view more..
Gusal Se Pehle Mayyit Ke Pass Quran Ki Tilawat
Sawal : Kya Gusal Se Pehle Mayyit Ke Pass Quran Ki Tilawat Karna Durust Hai ?
view more..
View all sawal
Total visited
1
5
5
1
5
9
times