Sawal :
Agar Koi Rishtedaar Baar-baar Madad Ke Liye Paise Maang Raha Ho, Chahe Chhoti Raqam, Aur Woh Physically Aur Mentally Itna Stable Ho Ke Khud Kaam Kar Sakta Hai, Par Kaam Nahi Karta Hai, Toh Agar Aise Rishtedaar Ko Raqam Dene Se Mana Kar De, Toh Is Surat Mein Rishtedaar Ko Madad Na Karne Ka Gunah Milega? Aur Kya Aise Rishtedaaron Ki Bhi Humein Hamesha Madad Karte Rehna Chahiye?
Logo Ki Sahulat Ke Liye Banaye Gaye Rules Follow Karna
Sawal :
Masjid / Madrasa / Dini Ijtimaa't / Marriage Hall Etc... Jesi Jaghe Jaha Par Log Jama Hote Hai, Vaha Par Intizam Karne Wale Hazraat Apni Taraf Se Logo Ki Sahulat Ke Liye Kuch Rules Banate Hai, Jese Parking Yaha Karo, Kursi Yaha Rakkho, Etc... To Kya In Sab Rules Ko Follow Karne Me Sawab Milega ? Isi Tarah Agar Koi Follow Nahi Karta Hai, Aur Nizam Kharab Karta Hai, Jis Se Logo Ko Takleef Hoti Hai, To Aese Shakhs Ke Bare Me Kya Hukm Hai ?