Foreign Me Rehne Vale Bhai Par Ammi Ki Khidmat Ki Zimmedaari
Sawal :
2 Bhai Hai, Aek Foreign Me Rehta Hai, Dusra Bhai India Me Ammi Ke Sath Rehta Hai, Is Me Ammi Ki Khidmat Ki Zimmedari Kis Bete Ki Hogi ? Dono Ki ? Ya India Me Ammi Ke Sath Jo Rehta Hai, Sirf Us Ki Hogi ? Aksar Logo Me Ye Bat Hoti Hai, Ke Jo Ladka Ammi Ke Sath Rehta Hai, Ammi Ki Khidmat Ki Zimmedari Usi Ki Hogi.
Logo Ki Sahulat Ke Liye Banaye Gaye Rules Follow Karna
Sawal :
Masjid / Madrasa / Dini Ijtimaa't / Marriage Hall Etc... Jesi Jaghe Jaha Par Log Jama Hote Hai, Vaha Par Intizam Karne Wale Hazraat Apni Taraf Se Logo Ki Sahulat Ke Liye Kuch Rules Banate Hai, Jese Parking Yaha Karo, Kursi Yaha Rakkho, Etc... To Kya In Sab Rules Ko Follow Karne Me Sawab Milega ? Isi Tarah Agar Koi Follow Nahi Karta Hai, Aur Nizam Kharab Karta Hai, Jis Se Logo Ko Takleef Hoti Hai, To Aese Shakhs Ke Bare Me Kya Hukm Hai ?