Home
Search
Masail
Sawal Kare
islami name
Shariya calculations
Short Book & pdf
About Us
Contact Us
21 November 2024
Thursday
17 Jamadi-Ul-Awwal 1446
Sawal No : 245
Bab : ROZAH
Fasl : OTHERS ( ROZAH )
Topic : 10 Muharram Ko Ghar Walo Per Wus'at Karna
Sawal : 10 Muharram Ko Ghar Walo Per Wus'at Karne Ka Kya Hukm Hai ?
Jawab : Aa'shura (10 Muharram) Ko Apne Ghar Walo Par Kharch Karne Aur Un Per Wus'at Karne Ki Targib Warid Hui Hai.
▪️ Hazrat Ibne Masud (radiyallahu Anhu) Riwayat Karte Hai, Ke Nabi E Karim Sallallaahu Alihi Wasallam Ne Irshad Farmaya : " Jo Shaksh Aa'shura Ke Din Apne Ahlo-ayaal Ke Kharch Me Wus'at Karega, To Allah Taala Sare Saal Uske Maal Me Wus'at Ata Farmaega".
▪️ Hazrat Sufiyan (rahmatullahi Alyhi) Farmate Hai, Ke Hamne Iska Tajraba Kiya To Esa Hi Paaya.
▪️ Is Tarah Ki Riwayaat Mutaddid Turuq Se Marwi Hone Ki Wajah Se Hamare Akabir Ne Is Amal Ko Mustahab Qarar Diya He.
(online Fatawa Darul Ifta Bannoriya)
Fakt - Allah ta'ala sabse zyada janne wale hai.
Upload Date : 15-07-2024
download in PDF
related question
10 Muharram Ke Rozah Ki Fazilat
Sawal : 10 Muharram Ke Rozah Ki Kya Fazilat Hai ?
view more..
Sirf 10 Muharram Ka Rozah Rakhna
Sawal : Kya Sirf 10 Muharram Ka Rozah Rakh Sakte Hai ?
view more..
Iftari Ke Waqt Ijtemai-dua.
Sawal : Kya Iftari Ke Waqt Ghar Me Sab Mil Kar Ek Saath Dua Kar Sakte He ?
view more..
Roze ki halat me muh me thuk ( saliva ) jama karna
Sawal : Roze ki halat me thuk ( saliva ) nigalna kesa he ?
view more..
View all sawal
Total visited
7
0
3
8
8
times