Home
Search
Masail
Sawal Kare
islami name
Shariya calculations
Short Book & pdf
About Us
Contact Us
21 November 2024
Thursday
17 Jamadi-Ul-Awwal 1446
Sawal No : 149
Bab : ROZAH
Fasl : OTHERS ( ROZAH )
Topic : Iftari Ke Waqt Ijtemai-dua.
Sawal : Kya Iftari Ke Waqt Ghar Me Sab Mil Kar Ek Saath Dua Kar Sakte He ?
Jawab : Dua Asal Me Akele Karne Ka Amal He, Allah Or Bande Ke Darmiyan Raz O Niyaz Ka Darja Rakhti He, Nabi Kareem(salalahu-alai Hi Wassalam) Ne Har Chiz Allah Se Mangne Ka Hukm Diya He, Or Har Ek Ki Zaroorat Alag Hoti He, Kuch Zaroorat To Esi Hoti He, Jiska Sab Ke Samne Zikr Karna Banda Munasib Nahi Samhjta, Nabi-e-kareem(salalahu-alaihi- Wa-sallam) Or Sahaba(radi-alahu-anhum) Ka Maamul Akele Dua Mangne Ka Raha He, Magar Ye Ke Khaas Mawqo Par Jesa Ke Qunute-nazila, Barish Ke Liye Dua(salat-e- Istisqa) Etc. Is Liye Iftar Ke Waqt Ghar Pr Ya Kahi Pr Bhi Laazim Samjhe Or Maamul Banae Bagair Kabhi-kabaar Sab Milkar Dua Kar Le, To Iski Ijazat Hogi. (khulasa-kitabul-fatawa 3/427)
Fakt - Allah ta'ala sabse zyada janne wale hai.
Upload Date : 20-03-2024
download in PDF
related question
10 Muharram Ko Ghar Walo Per Wus'at Karna
Sawal : 10 Muharram Ko Ghar Walo Per Wus'at Karne Ka Kya Hukm Hai ?
view more..
10 Muharram Ke Rozah Ki Fazilat
Sawal : 10 Muharram Ke Rozah Ki Kya Fazilat Hai ?
view more..
Sirf 10 Muharram Ka Rozah Rakhna
Sawal : Kya Sirf 10 Muharram Ka Rozah Rakh Sakte Hai ?
view more..
Roze ki halat me muh me thuk ( saliva ) jama karna
Sawal : Roze ki halat me thuk ( saliva ) nigalna kesa he ?
view more..
View all sawal
Total visited
7
0
4
7
7
times