Home
Search
Masail
Sawal Kare
islami name
Shariya calculations
Short Book & pdf
About Us
Contact Us
21 November 2024
Thursday
17 Jamadi-Ul-Awwal 1446
Sawal No : 243
Bab : ROZAH
Fasl : OTHERS ( ROZAH )
Topic : 10 Muharram Ke Rozah Ki Fazilat
Sawal : 10 Muharram Ke Rozah Ki Kya Fazilat Hai ?
Jawab : Hazrat Abdullah Bin Abbas Radiyallahu Anho Se Riwayat Hai, Ke Me Ne Nahi Dekha Ke Aap Sallallahu Alyhi Vasllam Kisi Fazeelat Wale Din Ke Rozah Ka Bohat Ziyada Ihtimaam Aur Fikar Karte Ho, Siwaye Is Din Yom Aashorh Ke ( 10 Muharram ) Aur Siwaye Is Mah E Mubarak Ramadaan Ke. ( Sahih Bukhari O Sahih Muslim )
▪️ Muslim Shareef Ki Rivayat Ka Khulasa Hai, Ke 10 Muharram Ka Rozah Rakhne Se Guzre Huve 1 Saal Ke Gunah Muaaf Ho Jate Hai..
Fakt - Allah ta'ala sabse zyada janne wale hai.
Upload Date : 15-07-2024
download in PDF
related question
10 Muharram Ko Ghar Walo Per Wus'at Karna
Sawal : 10 Muharram Ko Ghar Walo Per Wus'at Karne Ka Kya Hukm Hai ?
view more..
Sirf 10 Muharram Ka Rozah Rakhna
Sawal : Kya Sirf 10 Muharram Ka Rozah Rakh Sakte Hai ?
view more..
Iftari Ke Waqt Ijtemai-dua.
Sawal : Kya Iftari Ke Waqt Ghar Me Sab Mil Kar Ek Saath Dua Kar Sakte He ?
view more..
Roze ki halat me muh me thuk ( saliva ) jama karna
Sawal : Roze ki halat me thuk ( saliva ) nigalna kesa he ?
view more..
View all sawal
Total visited
7
0
4
1
3
times