Home
Search
Masail
Sawal Kare
islami name
Shariya calculations
Short Book & pdf
About Us
Contact Us
21 November 2024
Thursday
17 Jamadi-Ul-Awwal 1446
Sawal No : 171
Bab : NAMAZ
Fasl : EIDUL FITR / AZHA
Topic : Eidul Fitr Ke Din Ki Sunnate
Sawal : Eidul Fitr Ke Din Ki Sunnate Kya Hai?
Jawab : 1) Gusal Karna
2) Miswak Karna
3) Khushbu Lagana
4) Eidul Fitr Ki Namaz Ke Liye Jaane Se Pehle Kuch Meetha (khajur Wagaira) Kha Kar Jaana
5) Agar Sadatul Fitr Ada Karna Baqi Ho To Eid Ki Namaz Se Pehle Ada Karna (reh Jane Par Baad Mai Ada Karna Zaruri Hai)
6) Eid Ki Namaz Eid Gaah Mai Padhna
7) Eid Ki Namaz Ke Liye Paidal Jana
8) Eid Ki Namaz Ke Liye Jaate Huwe Ek Raaste Se Jana Aur Dusre Raaste Se Wapas Aanaa.
9) Eid Ke Din Zyada Se Zyada Takbeerat (allahu Akbar Allahu Akbar, La Ilaha Ilallahu Allahu Akbar, Allahu Akbar Wa Lilahil Hamd) Padhna.
Fakt - Allah ta'ala sabse zyada janne wale hai.
Upload Date : 10-04-2024
download in PDF
related question
Eid Ki Namaz Ke Baad Khutbe Se Pehle Qurbani Karna
Sawal : Agar Eid Ki Namaz Ke Baad Khutbe Se Pehle Qurbani Ki, To Sahi Hogi Ya Nahi ?
view more..
Eid Ul Azha ( Baqra Eid ) Ki Namaz Ka Waqt
Sawal : Eid Ul Azha ( Baqra Eid ) Ki Namaz Ka Waqt Kab Se Kab Tak Hai ?
view more..
Eid Ki Namaz Ka Tareeqa
Sawal : Eid Ki Namaz Ka Tareeqa Kiya Hai?
view more..
"eid Mubarak" Kehna
Sawal : "eid Mubarak" Kehna Kaisa Hai ?
view more..
View all sawal
Total visited
7
0
6
9
2
times