Home
Search
Masail
Sawal Kare
islami name
Shariya calculations
Short Book & pdf
About Us
Contact Us
19 July 2025
Saturday
22 Muharram 1447
Sawal No : 230
Bab : NAMAZ
Fasl : EIDUL FITR / AZHA
Topic : Eid Ki Namaz Ke Baad Khutbe Se Pehle Qurbani Karna
Sawal : Agar Eid Ki Namaz Ke Baad Khutbe Se Pehle Qurbani Ki, To Sahi Hogi Ya Nahi ?
Jawab : Eid Ki Namaz Ke Baad Khutbe Se Pehle Agar Qurbani Ki, To Sahi Ho Jayegi, Lekin Aisa Karna Achcha Nahi Hai, Behtar Ye Hai, Ke Khutbe Ke Baad Hi Qurbani Ki Jaye. ( Kitabul Masail - 2 / 296 )
Fakt - Allah ta'ala sabse zyada janne wale hai.
Upload Date : 15-06-2024
download in PDF
related question
Qurbaani Ke Din Qurbaani Ke Gosht Se Khana Shuru Karna
Sawal : Eid Al Adha Ke Din Kuch Der Roza Rakha Jata Hai, Subah Sadiq Se Eid Ki Namaz Tak, Kya Ye Qur'an Ya Hadith Se Sabit Hai ?
view more..
Eid Ul Azha ( Baqra Eid ) Ki Namaz Ka Waqt
Sawal : Eid Ul Azha ( Baqra Eid ) Ki Namaz Ka Waqt Kab Se Kab Tak Hai ?
view more..
Eid Ki Namaz Ka Tareeqa
Sawal : Eid Ki Namaz Ka Tareeqa Kiya Hai?
view more..
"eid Mubarak" Kehna
Sawal : "eid Mubarak" Kehna Kaisa Hai ?
view more..
View all sawal
Total visited
1
4
1
8
5
5
times