Home
Search
Masail
Sawal Kare
islami name
Shariya calculations
Short Book & pdf
About Us
Contact Us
21 November 2024
Thursday
17 Jamadi-Ul-Awwal 1446
Sawal No : 169
Bab : NAMAZ
Fasl : EIDUL FITR / AZHA
Topic : Eid Ki Namaz Eid Gaah Mai Padhna
Sawal : Mohalle Ki Masjid Mai Eid Ki Namaz Padhna Kaisa Hai ?
Jawab : Eid Ki Namaz Eid Gaah Mai Padhna Sunnat Hai, Aap Sallallahu Alaihi Wasallam Hamesha Eid Gaah Hi Mai Eid Ki Namaz Ada Farmate, Sirf Ek Martaba Baarish Ke Uzr Ki Wajah Se Madina Mai Eid Ki Namaz Ada Farmai Thi; Isliye Eid Gaah Mai Eid Ki Namaz Ada Karna Taakeedi Sunnat Hai.
▪️ Lihaza Agar Aisa (baarish Wala) Uzr Na Ho To Eid Gaah Hi Mai Eid Ki Namaz Ada Karni Chahiye, Haa! Agar Koi Mazur Ho Ya Bimaar Ho Ke Eid Gaah Nahi Pohonch Sakta To Us Ke Liye Mohalle Ki Masjid Mai Eid Ki Namaz Padhne Ki Ijazat Hogi.
Fakt - Allah ta'ala sabse zyada janne wale hai.
Upload Date : 08-04-2024
download in PDF
related question
Eid Ki Namaz Ke Baad Khutbe Se Pehle Qurbani Karna
Sawal : Agar Eid Ki Namaz Ke Baad Khutbe Se Pehle Qurbani Ki, To Sahi Hogi Ya Nahi ?
view more..
Eid Ul Azha ( Baqra Eid ) Ki Namaz Ka Waqt
Sawal : Eid Ul Azha ( Baqra Eid ) Ki Namaz Ka Waqt Kab Se Kab Tak Hai ?
view more..
Eid Ki Namaz Ka Tareeqa
Sawal : Eid Ki Namaz Ka Tareeqa Kiya Hai?
view more..
"eid Mubarak" Kehna
Sawal : "eid Mubarak" Kehna Kaisa Hai ?
view more..
Eidul Fitr Ke Din Ki Sunnate
Sawal : Eidul Fitr Ke Din Ki Sunnate Kya Hai?
view more..
View all sawal
Total visited
7
0
7
2
4
times