Home
Search
Masail
Sawal Kare
islami name
Shariya calculations
Short Book & pdf
About Us
Contact Us
19 July 2025
Saturday
22 Muharram 1447
Sawal No : 166
Bab : NAMAZ
Fasl : EIDUL FITR / AZHA
Topic : Eid Ki Namaz Tanha Padhna
Sawal : Ek Shakhs Bukhaar Ki Wajah Se Eid Ul Fitr Ki Namaz Ke Liye Masjid Me Takheer Se Poncha, Jis Ki Bina Par Jamaat Nahi Mil Saki, Baad Mein Tanha Eid Ul Fitr Ki Namaz Ada Ki, To Ye Namaz Ada Hui Ya Nahi?
Jawab : Eid Ki Namaz Tanha Nahi Padhi Ja Sakti, Us Ke Sahih Hone Ke Liye Jamaat Shart Hai, Is Liye Is Aadmi Ne Eid Ki Namaz Jo Tanha Padhi Woh Durust Nahi Hui. Agar Bukhaar Mein Mubtala Hone Ki Wajah Se Woh Eid Ki Namaz Mein Shareek Na Ho Saka To Woh Gunehgaar Nahi Hoga.
( Makhuz Az Mahmudul Fatawa 3/239 )
Fakt - Allah ta'ala sabse zyada janne wale hai.
Upload Date : 07-04-2024
download in PDF
related question
Qurbaani Ke Din Qurbaani Ke Gosht Se Khana Shuru Karna
Sawal : Eid Al Adha Ke Din Kuch Der Roza Rakha Jata Hai, Subah Sadiq Se Eid Ki Namaz Tak, Kya Ye Qur'an Ya Hadith Se Sabit Hai ?
view more..
Eid Ki Namaz Ke Baad Khutbe Se Pehle Qurbani Karna
Sawal : Agar Eid Ki Namaz Ke Baad Khutbe Se Pehle Qurbani Ki, To Sahi Hogi Ya Nahi ?
view more..
Eid Ul Azha ( Baqra Eid ) Ki Namaz Ka Waqt
Sawal : Eid Ul Azha ( Baqra Eid ) Ki Namaz Ka Waqt Kab Se Kab Tak Hai ?
view more..
Eid Ki Namaz Ka Tareeqa
Sawal : Eid Ki Namaz Ka Tareeqa Kiya Hai?
view more..
"eid Mubarak" Kehna
Sawal : "eid Mubarak" Kehna Kaisa Hai ?
view more..
View all sawal
Total visited
1
4
1
8
4
0
times