Home
Search
Masail
Sawal Kare
islami name
Shariya calculations
Short Book & pdf
About Us
Contact Us
04 December 2024
Wednesday
1 Jamadi-Ul-Aakhar 1446
Sawal No : 161
Bab : ZAKAT
Fasl : SADQA E FITR
Topic : Na-balig Baccho Ki Taraf Se Sadqa E Fitr Dena
Sawal : Kya Sahib E Nisab ( Maaldar ) Ke Liye Na-balig Baccho Ki Taraf Se Sadqa E Fitr Dena Zaroori Hai ?
Jawab : Jo Na-balig Bacche Khud Kisi Nisab Ke Malik Na Ho, ( Yani Maaldar Na Ho) Aur Un Ke Baap Sahib E Nisab Ho, To Un Ki Taraf Se Un Ke Baap Par Sadqa E Fitr Nikalna Wajib Hai, Aur Agar Vo Bacche Khud Sahib E Nisab ( Maaldar ) Ho, To Un Ke Maal Me Se Sadqa E Fitr Nikala Jayega.
▪️ Agar Maaldar Baccho Ka Sadqa E Fitr Khud Baap Hi Nikal Le, To Ye Un Ki Taraf Se Kafi Hoga.
Fakt - Allah ta'ala sabse zyada janne wale hai.
Upload Date : 31-03-2024
download in PDF
related question
Musafir Par Sadqa E Fitr
Sawal : Kya Musafir Par Sadqa E Fitr Ada Karna Zaruri Hai ?
view more..
Tayyar Aata (flour) Khate Ho To Sadqa E Fitr Me Konsi Qeemat Ka Etebar Hoga?
Sawal : Ghar Me Tayyar Aata (flour) Khate Ho To Aate Ki Qeemat Ke Hisab Se Sadqa E Fitr Nikalna Hai? Ya Gehu Ki Qeemat Ke Hisab Se Hi Nikalna Hai?
view more..
Sadqa E Fitr Ka Maqsad, Konsa Behtar Hai
Sawal : Sadqa E Fitr Ka Maqsad Kiya Hai? Konsa Konsa De Sakte Hai? Aur Behtar Konsa Hai?
view more..
Marhumeen Ki Taraf Se Sadqa E Fitr
Sawal : Kya Marhumeen Ki Taraf Se Sadqa E Fitr Nikala Jayega ?
view more..
View all sawal
Total visited
7
2
6
8
3
times