Home
Search
Masail
Sawal Kare
islami name
Shariya calculations
Short Book & pdf
About Us
Contact Us
04 December 2024
Wednesday
1 Jamadi-Ul-Aakhar 1446
Sawal No : 165
Bab : ZAKAT
Fasl : SADQA E FITR
Topic : Tayyar Aata (flour) Khate Ho To Sadqa E Fitr Me Konsi Qeemat Ka Etebar Hoga?
Sawal : Ghar Me Tayyar Aata (flour) Khate Ho To Aate Ki Qeemat Ke Hisab Se Sadqa E Fitr Nikalna Hai? Ya Gehu Ki Qeemat Ke Hisab Se Hi Nikalna Hai?
Jawab : Asal Sadqa E Fitr Me Pone Do Kilo Gehu Ya Saade Teen Kilo Jau Ya Saade Teen Kilo Khajur Ya Saade Teen Kilo Kishmish Daina Hai.
▪️ Ab Gehu Ya Jau Ke Bajaye Tayyar Aata (flour) Istemal Karte Ho To Tab Bhi Asal To Gehu Ya Jau Hi Hai; Lekin Tayyar Aata (flour) Istemal Karte Hai To Tayyar Aate(flour) Ki Qeemat Se Sadqa E Fitr Nikalne Ki Ijazat Hai; Balke Behtar Hai, Taa Ke Gareeb Ka Fayda Ho.
Fakt - Allah ta'ala sabse zyada janne wale hai.
Upload Date : 04-04-2024
download in PDF
related question
Musafir Par Sadqa E Fitr
Sawal : Kya Musafir Par Sadqa E Fitr Ada Karna Zaruri Hai ?
view more..
Sadqa E Fitr Ka Maqsad, Konsa Behtar Hai
Sawal : Sadqa E Fitr Ka Maqsad Kiya Hai? Konsa Konsa De Sakte Hai? Aur Behtar Konsa Hai?
view more..
Marhumeen Ki Taraf Se Sadqa E Fitr
Sawal : Kya Marhumeen Ki Taraf Se Sadqa E Fitr Nikala Jayega ?
view more..
Na-balig Baccho Ki Taraf Se Sadqa E Fitr Dena
Sawal : Kya Sahib E Nisab ( Maaldar ) Ke Liye Na-balig Baccho Ki Taraf Se Sadqa E Fitr Dena Zaroori Hai ?
view more..
View all sawal
Total visited
7
2
6
7
4
times