Home
Search
Masail
Sawal Kare
islami name
Shariya calculations
Short Book & pdf
About Us
Contact Us
04 December 2024
Wednesday
1 Jamadi-Ul-Aakhar 1446
Sawal No : 164
Bab : ZAKAT
Fasl : SADQA E FITR
Topic : Sadqa E Fitr Ka Maqsad, Konsa Behtar Hai
Sawal : Sadqa E Fitr Ka Maqsad Kiya Hai? Konsa Konsa De Sakte Hai? Aur Behtar Konsa Hai?
Jawab : Asal Sadqa E Fitr Me Pone Do Kilo Gehu Ya Saade Teen Kilo Jau Ya Saade Teen Kilo Khajur Ya Saade Teen Kilo Kishmish Daina Hai.
▪️ Sadqa E Fitr Ke Do Bade Maqsad Hai.
1) Hamare Ramadhan Ke Rozo Ki Kami Kotahi Ke Liye Kaffara.
2) Hamare Fakeer O Miskeen Bhai Ke Yaha Bhi Eid Ka Din Khushi Ke Saath Guzre.
▪️ Is Lihaz Se Hum Ko Is Tarah Ka Hisab Ikhtiyar Karna Chahiye, Jis Se Ek Gareeb Aadmi Ka Din Khushi Ke Saath Guzar Sake, Lihaza Saade Teen Kilo Kishmish Ya Saade Teen Kilo Khajur Wali Qeemat Lagana Afzal Hoga, Warna Ijazat Pone Do Kilo Gehu Ya Saade Teen Kilo Jau Ki Bhi Rahegi.
Fakt - Allah ta'ala sabse zyada janne wale hai.
Upload Date : 04-04-2024
download in PDF
related question
Musafir Par Sadqa E Fitr
Sawal : Kya Musafir Par Sadqa E Fitr Ada Karna Zaruri Hai ?
view more..
Tayyar Aata (flour) Khate Ho To Sadqa E Fitr Me Konsi Qeemat Ka Etebar Hoga?
Sawal : Ghar Me Tayyar Aata (flour) Khate Ho To Aate Ki Qeemat Ke Hisab Se Sadqa E Fitr Nikalna Hai? Ya Gehu Ki Qeemat Ke Hisab Se Hi Nikalna Hai?
view more..
Marhumeen Ki Taraf Se Sadqa E Fitr
Sawal : Kya Marhumeen Ki Taraf Se Sadqa E Fitr Nikala Jayega ?
view more..
Na-balig Baccho Ki Taraf Se Sadqa E Fitr Dena
Sawal : Kya Sahib E Nisab ( Maaldar ) Ke Liye Na-balig Baccho Ki Taraf Se Sadqa E Fitr Dena Zaroori Hai ?
view more..
View all sawal
Total visited
7
2
6
7
7
times