Home
Search
Masail
Sawal Kare
islami name
Shariya calculations
Short Book & pdf
About Us
Contact Us
04 December 2024
Wednesday
1 Jamadi-Ul-Aakhar 1446
Sawal No : 14
Bab : AQEEDA / IMAN / SHIRK
Fasl : KUFRIYAH / SHIRKIYAH BATE AUR AAMAL
Topic : Qabr par sajda karna or bosa dena.
Sawal : Qabro par sajda or bosa lena kesa he, jabke mazaro par naak peshani tek lete he, or kehte he, ye sajda-e-taazimi he, ibadaat ki niyyat kar ke namaz ki tarah sajdah nahi kiya, to ye sahih he ?
Jawab : Qabr par sajda or bosa ibaadat or taazim ki niyat se karna kufr he, or ibaadat ki niyat na ho, to gunah-e-kabira ( bada gunah ) he. ( khulasa az mahmudul fatawa - 1/406 )
Fakt - Allah ta'ala sabse zyada janne wale hai.
Upload Date : 03-09-2023
download in PDF
related question
Prashad Kha Liya, To Kya Kare ?
Sawal : Prashad Ke Muta'alliq Kya Hukam Hai ? Khana Ja'iz Hai Ya Nahi ? Aur Agar Kha Liya Ho, To Kya Karna Chahiye ?
view more..
View all sawal
Total visited
7
2
6
8
0
times