Home
Search
Masail
Sawal Kare
islami name
Shariya calculations
Short Book & pdf
About Us
Contact Us
04 December 2024
Wednesday
1 Jamadi-Ul-Aakhar 1446
Sawal No : 240
Bab : AQEEDA / IMAN / SHIRK
Fasl : KUFRIYAH / SHIRKIYAH BATE AUR AAMAL
Topic : Prashad Kha Liya, To Kya Kare ?
Sawal : Prashad Ke Muta'alliq Kya Hukam Hai ? Khana Ja'iz Hai Ya Nahi ? Aur Agar Kha Liya Ho, To Kya Karna Chahiye ?
Jawab : Hindu Mazhab Me Devi Devta Par Chadayi Jane Wali Mithai ( Sweet ) Ko Prashad Kaha Jata Hai, Lihaza Prashad Khana Ja'iz Nahi Hai. (aap Ke Msa'il Aur Unka Hal: 2/139, Kitabul Fatawa: 1/302, Kitabun Nawazil: 1/603)
▪️ Agar Kha Liya Ho, To Sachche Dil Se Tauba Kare, Aur Aaindah Ehtiyat Kare, Aur Apni Taraf Se Kuch Sadqa Bhi Nikaal De. (sadqa Nikalna Shari'at Ki Taraf Se Wajib Nahi Hai, Ilaj Ke Taur Par Hai )
(online Darul Ifta Deoband: 5079, Online Darul Ifta Binnoria : 144003200481)
Fakt - Allah ta'ala sabse zyada janne wale hai.
Upload Date : 09-07-2024
download in PDF
related question
Qabr par sajda karna or bosa dena.
Sawal : Qabro par sajda or bosa lena kesa he, jabke mazaro par naak peshani tek lete he, or kehte he, ye sajda-e-taazimi he, ibadaat ki niyyat kar ke namaz ki tarah sajdah nahi kiya, to ye sahih he ?
view more..
View all sawal
Total visited
7
2
6
8
2
times