Home
Search
Masail
Sawal Kare
islami name
Shariya calculations
Short Book & pdf
About Us
Contact Us
14 September 2025
Sunday
19 Rabi-Ul-Awwal 1447
Sawal No : 111
Bab : JANAZA / MAYYIT
Fasl : JANAZA / MAYYIT KE MASAIL
Topic : Video Call Se Mayyat Ka Deedaar Karana
Sawal : Kiya Mayyat Ko Video Calling Ke Zariye Kisi Ko Dikhaya Ja Sakta Hai ?
Jawab : Video Calling Ke Zariye Se Kisi Ko Mayyat Dikhane Se Ehteraaz (bachna) Chahiye; Chahe Kuch Ulama E Kiraam Live Video Call Ki Ijazat Dete Hai; Lekin Aise Mauqe Par Video Call Karna Bilkul Na Munsaib Kaam Hoga.
agar Koi Bohot Hi Qareebi Rishtedaar Bahar Mulk (out Of Country) Ho Aur Aa Na Sakta Ho Aur Mayyat Ke Deedaar (daikhne) Par Israar (zid) Kar Raha Ho To Us Ki Dil Joi Ke Liye Us Ko Live Video Ke Zariye Deedar Kara (dikha) Diya Jaye To Gunja'ish Hogi.
Fakt - Allah ta'ala sabse zyada janne wale hai.
Upload Date : 06-01-2024
download in PDF
related question
Janazah Ko Kandha Dete Waqt Zor Se Kalima E Tayyiba Padhna
Sawal : Jab Janazah Ko Kandha Diya Jata Hai To Us Mauqe Se Bahut Se Hazraat Aawaaz Ke Sath Kalima E Tayyiba Padhte Hai, Kya Ye Masnoon Hai?
view more..
Chote Bacche Aur Bacchi Ko Gusal Dena
Sawal : Chote Bacche Aur Bacchi Ko Kon Gusal De ?
view more..
Mayyit Ko Gusal Dene Ki Ujrat
Sawal : Mayyit Ko Gusal Dene Wale Ko Ujrat Dena Kab Jaiz Hai ?
view more..
Mayyit Ko Kon Gusal Dega
Sawal : Mayyit Ko Kon Gusal De ?
view more..
Gusal Se Pehle Mayyit Ke Pass Quran Ki Tilawat
Sawal : Kya Gusal Se Pehle Mayyit Ke Pass Quran Ki Tilawat Karna Durust Hai ?
view more..
View all sawal
Total visited
1
5
5
1
4
1
times