Home
Search
Masail
Sawal Kare
islami name
Shariya calculations
Short Book & pdf
About Us
Contact Us
21 November 2024
Thursday
17 Jamadi-Ul-Awwal 1446
Sawal No : 86
Bab : NIKAH
Fasl : RUSUMAT
Topic : Shaadi Me Ibtidaa Quran Ke Khatam Aur Duaa Se Karna
Sawal : Aksar Hamare Yaha Shaadi Me Ibtidaa Quran Ke Khatam Aur Duaa Se Karte Hai, Kya Ye Jaiz Hai ?
Jawab : Shadi Biyah Se Pehlay Qur'an Ka Khatam Rakhna Agar Rasam O Rivaaj, Dikhlawa, Sunnat Ya Deen Ka Laazmi Hissa Samajh Kar Kiya Jaye, To Ja'iz Nahi Hoga.
▪️ Qur'an E Kareem Yaqeenan Bohot Barkat Wala Kalaam Hai, Lekin Is Tarah Khas Khas ( Shadi Biyah Ya Maut Mayyit Ke ) Mauqo Par, Khatam Rakhna Ek Rasm O Riwaaj Ke Taur Par Hi Hota Hai, Aur Rasm O Riwaaj Ki Wajah Se Barkate Hasil Nahi Hogi.
▪️qur'an E Kareem Se Barkat Is Tarah Hasil Hogi, Ke Ham Khud Qur'an E Kareem Ke Huquq Ada Kare, Pabandi Se Tilawat Kare, Us Par Amal Kare.
Fakt - Allah ta'ala sabse zyada janne wale hai.
Upload Date : 17-12-2023
download in PDF
related question
Dulhan Ko Pithi Lagana
Sawal : Shadi Ke Wakt Dulhan Ko Pithi Lagana Aur Is Rasm Me Aurto Ka Sharik Hona Kesa Hai ?
view more..
View all sawal
Total visited
7
0
7
1
8
times