Home
Search
Masail
Sawal Kare
islami name
Shariya calculations
Short Book & pdf
About Us
Contact Us
21 November 2024
Thursday
17 Jamadi-Ul-Awwal 1446
Sawal No : 181
Bab : NIKAH
Fasl : RUSUMAT
Topic : Dulhan Ko Pithi Lagana
Sawal : Shadi Ke Wakt Dulhan Ko Pithi Lagana Aur Is Rasm Me Aurto Ka Sharik Hona Kesa Hai ?
Jawab : Shadi Ke Moqe Se Dulhan Ko Pithi Lagana Ek Hinduaana Rasam Hai, Aur Hadis Sharif Me Aata Hai Ke Jo Shaksh Jis Qaum Ki Mushabahat Ikhtiyar Karega, Uska Shumar Qiyamat Ke Din Unhi Ke Saath Kiya Jaaega.(abu Daood)
▪️ Is Ke Alawa Aamtor Par Is Taqrib Me Aurto Aur Mardo Ka Hujum Hota Hai, Badi Badi Da'awate Ki Jaati Hai, Niz Besharmi Aur Behayai Ka Andaz Ikhtiyar Kiya Jata Hai, Ye Sab Na-jaiz Aur Wajib E Tark Hai, Lihaza Is Me Sharik Hona Jaiz Nahi.(fatawa Qasmiyyah 3/222)
Fakt - Allah ta'ala sabse zyada janne wale hai.
Upload Date : 02-05-2024
download in PDF
related question
Shaadi Me Ibtidaa Quran Ke Khatam Aur Duaa Se Karna
Sawal : Aksar Hamare Yaha Shaadi Me Ibtidaa Quran Ke Khatam Aur Duaa Se Karte Hai, Kya Ye Jaiz Hai ?
view more..
View all sawal
Total visited
7
0
7
1
9
times