Home
Search
Masail
Sawal Kare
islami name
Shariya calculations
Short Book & pdf
About Us
Contact Us
21 November 2024
Thursday
17 Jamadi-Ul-Awwal 1446
Sawal No : 80
Bab : PAKI / NAPAKI
Fasl : VUZU
Topic : Doodh Pilane Se Wuzu Nahi Toot-ta
Sawal : Ek Aurat Ne Namaz Ke Liye Wuzu Kiya, Phir Baccha Rone Laga, To Us Ne Bachche Ko Doodh Pila Diya, Ya Ye Ke Aurat Ne Fajar Ki Do Rak'at Sunnat Ada Ki, Phir Bachche Ko Doodh Pilaya, Aur Farz Padhi, To Kya Namaz Durust Hogi ?
Jawab : Aurat Ka Bachche Ko Doodh Pilana Wuzu Ko Todne Wala Nahi Hai, Lihaza Puchi Hui Soorat Mai Mahaz Is Liye Ke Us Aurat Ne Doodh Pilaya, Aur Naya Wuzu Kiye Bagair Namaz Padhi, Us Ki Namaz Ke Durust Honay Mai Koi Shak Aur Shuba Karne Ki Zaroorat Nahi, Kisi Pak Cheez Ka Gair E Sabeelain Se Niklana Wuzu Todne Wala Nahi Hai, Aurat Ka Doodh Pilana Bhi Is Mein Daakhil Hai. (mahmudul Fatawa: 1/394)
Fakt - Allah ta'ala sabse zyada janne wale hai.
Upload Date : 21-12-2023
download in PDF
related question
Black Head ( Naak Ke Uper Ki Ranwe ) Nikaalne Se Wuzu Ka Hukm
Sawal : Kya Black Head ( Naak Ke Uper Ki Ranwe ) Nikaalne Se Wuzu Tut Jaata Hai ?
view more..
Wuzoo Khane Me Kapde Dhona Aur Gusl Karna
Sawal : Wuzoo Khana, Jo Masjid Ke Sahan Me Hai, Waha Kapde Dhona Aur Gusl Karna Kesa Hai ?
view more..
Vuzu Mai Dadhi ( Beard ) Ka Hukm
Sawal : ( 1 ) Dadhi ( Beard ) Ke Baal Agar Ghany Nahi, Halki Dadhi ( Beard ) Ho, To Khaal Tak Pani Pahunchana Hai ? Aur Balon Ko Dhona Hai ? Ya Nahi ?
( 2 ) Aur Dadhi Ghani Ho ? To Kya Balo Ko Poora Dhona Hai ? Ya Sirf Khilal Kaafi Hai ?
view more..
View all sawal
Total visited
7
0
4
8
8
times