Home
Search
Masail
Sawal Kare
islami name
Shariya calculations
Short Book & pdf
About Us
Contact Us
21 November 2024
Thursday
17 Jamadi-Ul-Awwal 1446
Sawal No : 49
Bab : PAKI / NAPAKI
Fasl : VUZU
Topic : Vuzu Mai Dadhi ( Beard ) Ka Hukm
Sawal : ( 1 ) Dadhi ( Beard ) Ke Baal Agar Ghany Nahi, Halki Dadhi ( Beard ) Ho, To Khaal Tak Pani Pahunchana Hai ? Aur Balon Ko Dhona Hai ? Ya Nahi ?
( 2 ) Aur Dadhi Ghani Ho ? To Kya Balo Ko Poora Dhona Hai ? Ya Sirf Khilal Kaafi Hai ?
Jawab : ( 1 ) Agar Dadhi Itni Halki Ho, Ke Us Me Se Chehre Ki Khaal Nazar Aati Ho, To Khaal Tak Pani Pahunchana Zaroori Hai, Warna Nahi.
( 2 ) Aur Agar Dadhi Itni Ghani Ho, Ke Us Mai Se Chehre Ki Khaal Nazar Na Aati Ho, To Jo Baal Chehre Ki Had Ke Andar Hai, Un Ka Dhona Farz Hai, Aur Jo Thudi Ke Neechay Latak Rahay Hai, Un Ka Dhona Zaroori Nahi, Awla Aur Behtar Hai. (mahmudul Fatawa: 5/109)
▪️ Aur Ghani Dadhi Mai Latke Huwe Balo Me Aik Dafa Khilal Karna Sunnat Hoga.
Fakt - Allah ta'ala sabse zyada janne wale hai.
Upload Date : 29-11-2023
download in PDF
related question
Black Head ( Naak Ke Uper Ki Ranwe ) Nikaalne Se Wuzu Ka Hukm
Sawal : Kya Black Head ( Naak Ke Uper Ki Ranwe ) Nikaalne Se Wuzu Tut Jaata Hai ?
view more..
Doodh Pilane Se Wuzu Nahi Toot-ta
Sawal : Ek Aurat Ne Namaz Ke Liye Wuzu Kiya, Phir Baccha Rone Laga, To Us Ne Bachche Ko Doodh Pila Diya, Ya Ye Ke Aurat Ne Fajar Ki Do Rak'at Sunnat Ada Ki, Phir Bachche Ko Doodh Pilaya, Aur Farz Padhi, To Kya Namaz Durust Hogi ?
view more..
Wuzoo Khane Me Kapde Dhona Aur Gusl Karna
Sawal : Wuzoo Khana, Jo Masjid Ke Sahan Me Hai, Waha Kapde Dhona Aur Gusl Karna Kesa Hai ?
view more..
View all sawal
Total visited
7
0
4
9
9
times