Home
Search
Masail
Sawal Kare
islami name
Shariya calculations
Short Book & pdf
About Us
Contact Us
21 July 2025
Monday
24 Muharram 1447
Sawal No : 44
Bab : PAKI / NAPAKI
Fasl : HAIZ / NIFAS
Topic : Haiz Ke Dino (periods) Me Zikr Karna/ Tasbeeh Padhna
Sawal : Kya Haiza Aurat Zikar Wagera Kar Sakti Hai Jab Ke Is Ko Namaz Aur Roza Wagera Se Roka Gaya Hai ?
Jawab : Haiz Ki Halat Me (periods) Mein Quran E Kareem Ki Tilawat Ke Siwa Har Qisam Ka Zikar Ja'aiz Hai . (mahmudul Fatawa: 2/263).
agar Qur'an Ki Wo Ayat Ya Surat Jis Ko Wazeefe Ke Taur Par Bhi Padha Jata Hai,(jaise: Surah E Fatiha/ Surah E Falaq Aur Naas Etc.) Us Ko Wazeefe Ki Niyyat Se Padhne Ki Ijazat Hai. Qur'an/tilawat Ki Niyyat Se Nahi Padh Sakte.
Fakt - Allah ta'ala sabse zyada janne wale hai.
Upload Date : 29-11-2023
download in PDF
related question
View all sawal
Total visited
1
4
2
3
0
5
times