Aulad Ke Khauf Se Ya Lazzat Uthane Ki Garz Se Hamal Girana
Sawal :
Agar Kisi Aurat Ko Hamal Reh Gaya, Aur Wo Us Ko Aulad Ke Khauf Se Ya Lazzat Uthane Ki Garz Se Gira Dena Chahe, To Dono Conditions Me Hamal Gira Dena Kaisa Hai?
Do Bacchon Mein Faasla Rakhne Ke Liye Birth Control Karna
Sawal :
Aek Bahan Ki Shadi Ko Teen Saal Hue Hain, Aur Is Bahan Ko Chaar Bacchay Ho Gaye Hain, Pehla Iska Hamal Gir Gaya Tha, Doosri Bacchi Paida Hone Ke Baad Uska Inteqal Ho Gaya, Aur Teesri Bacchi Paida Hui, Aur Ab Chotha Baccha 15-20 Din Ka Hai, Aur Woh Aurat Bacchay Paida Hone Ki Wajah Se Kamzori Bhi Mehsoos Karti Hai, To Aap Se Yeh Poochna Tha, Ke Ab Aaindah Bacchon Mein Waqfa Rahe, Is Ke Liye Aurat Kuch Ilaaj Kar Sakti Hai?
Aurat Ka Nasbandi ( Sterilization Surgery ) Karana
Sawal :
Agar Kisi Aurat Ko Baccha Paida Hone Ki Surat Me Bhut Zyada Kamzori Ho Jane Ka Khadsha ( Darr/andesha ) Ho, Aur Doctor Bhi Mashwara Dein, Ke Ab Aulad Paida Hone Se Khatra Hoga, To Kya Aisi Surat Me Aurat Nasbandi Ka Operation ( Sterilization Surgery ) Karwa Sakti Hai?