Aulad Ke Khauf Se Ya Lazzat Uthane Ki Garz Se Hamal Girana
Sawal :
Agar Kisi Aurat Ko Hamal Reh Gaya, Aur Wo Us Ko Aulad Ke Khauf Se Ya Lazzat Uthane Ki Garz Se Gira Dena Chahe, To Dono Conditions Me Hamal Gira Dena Kaisa Hai?
Sawal :
Aek Aurat Ko Kisi Zakham Se Badan Mein Kisi Jagah Zahar Ho Gaya, Woh Aurat Haamila Hai, Doctor Mashwara De Rahe Hain Ke Hamal Ko Zaya Kar Diya Jaye Warna Aurat Ke Liye Halakat Hai, Is Mein Kya Kiya Jaye? Hamal Gira Diya Jaye?
▪️ Aur Agar Aurat Ke Halakat Ka Khatra Na Ho, Sirf Bacche Ko Paidaish Ke Baad Takleef Hogi, Aesa Khatra Ho, To Kya Baccha Zaya Kiya Ja Sakta Hai?
Aurat Ka Nasbandi ( Sterilization Surgery ) Karana
Sawal :
Agar Kisi Aurat Ko Baccha Paida Hone Ki Surat Me Bhut Zyada Kamzori Ho Jane Ka Khadsha ( Darr/andesha ) Ho, Aur Doctor Bhi Mashwara Dein, Ke Ab Aulad Paida Hone Se Khatra Hoga, To Kya Aisi Surat Me Aurat Nasbandi Ka Operation ( Sterilization Surgery ) Karwa Sakti Hai?