Home
Search
Masail
Sawal Kare
islami name
Shariya calculations
Short Book & pdf
About Us
Contact Us
14 September 2025
Sunday
19 Rabi-Ul-Awwal 1447
Sawal No : 374
Bab : TALAQ
Fasl : IDDAT
Topic : 3 Talaq Dene Ke Baad Biwi Iddat Nahi Guzaarti Hai, To Kya Hukm Hai?
Sawal : Miya Biwi Mein 3 Talaq Ho Gayi, Aur Biwi Ab Iddat Nahi Guzaarti Hai To Us Ke Liye Kya Hukm Hai? Aur Aage Chal Kar Vo Doosra Nikah Kare, To Us Nikah Ka Bhi Kya Hukm Hai?
Jawab : Shohar Ne Jab Apni Biwi Ko Talaq De Di To Vo Aurat Us Ke Liye Ajnabiyya ( Parayi ) Ho Gayi.
▪️ Aurat Ke Zimme Iddat Mein Baithna Zaruri Hai, Amal Na Karne Ki Wajah Se Gunahgaar To Hogi.
▪️ Lekin Ab Shohar Ko Uski Fikr Karne Ki Koi Zarurat Nahi Hai, Aurat Khud Kisi Mufti Sahab Se Puch Legi.
Fakt - Allah ta'ala sabse zyada janne wale hai.
Upload Date : 19-08-2025
download in PDF
related question
Lambe Arse Tak Alag Rehne Ke Baad Talaq Ki Surat Mein Iddat Ka Hukm
Sawal : Miya Biwi 28-29 Mahino Se Alag Reh Rahe Ho, Aur Uske Baad Shohar Biwi Ko 3 Talaq De De, To Kya Biwi Ko Iddat Mein Baithna Hoga?
view more..
View all sawal
Total visited
1
5
5
1
5
0
times