Home
Search
Masail
Sawal Kare
islami name
Shariya calculations
Short Book & pdf
About Us
Contact Us
14 September 2025
Sunday
19 Rabi-Ul-Awwal 1447
Sawal No : 346
Bab : TALAQ
Fasl : IDDAT
Topic : Lambe Arse Tak Alag Rehne Ke Baad Talaq Ki Surat Mein Iddat Ka Hukm
Sawal : Miya Biwi 28-29 Mahino Se Alag Reh Rahe Ho, Aur Uske Baad Shohar Biwi Ko 3 Talaq De De, To Kya Biwi Ko Iddat Mein Baithna Hoga?
Jawab : Agar Aurat Madkhoolah Ho (jiske Saath Raat Guzari Ho) Ya Usse Khalwat (tanhaayi) Ho Chuki Ho, To Talaq Ke Baad Us Par Iddat Lazim Hai Chahe Woh Kitna Hi Zamana Shohar Se Alag Rahi Ho.
Fakt - Allah ta'ala sabse zyada janne wale hai.
Upload Date : 16-07-2025
download in PDF
related question
3 Talaq Dene Ke Baad Biwi Iddat Nahi Guzaarti Hai, To Kya Hukm Hai?
Sawal : Miya Biwi Mein 3 Talaq Ho Gayi, Aur Biwi Ab Iddat Nahi Guzaarti Hai To Us Ke Liye Kya Hukm Hai? Aur Aage Chal Kar Vo Doosra Nikah Kare, To Us Nikah Ka Bhi Kya Hukm Hai?
view more..
View all sawal
Total visited
1
5
5
1
2
4
times