Home
Search
Masail
Sawal Kare
islami name
Shariya calculations
Short Book & pdf
About Us
Contact Us
14 September 2025
Sunday
19 Rabi-Ul-Awwal 1447
Sawal No : 276
Bab : NIKAH
Fasl : OTHERS ( NIKAH )
Topic : Rishta Hone Ke Bad Ladka Ladki Ka Hukm
Sawal : Agr Kisi Ka Rishta Apne Ghar Me Hi Huwa Ho, Or Kuch Kuch Din Me Gharwalo Ka Aam Tor Par Milna Hota Rehta Ho, To Kya Is Surat Me Ladka Or Ladki Ek Dusre Se Bagair Parde Ke Aapas Me Mil Sakte Hai, Gharwalo Ke Saamne Aam Family Meeting Par ?
Jawab : Mangni, Nikah Karne Ka Wadah Hai, Nikah Nahi Hai, Isliye Ladke Ke Liye Nikah Hone Se Phele Ladki ( Apni Mangetar) Ko Dekhna Or Baat Karna, Chahe Family Ke Saath Milna Ho Na-mehram Hone Ki Wajah Se Jaiz Nahi Hai.(khualasa Fatawa Rahimiyyah 8/151)
Fakt - Allah ta'ala sabse zyada janne wale hai.
Upload Date : 05-12-2024
download in PDF
related question
Bahu Ka Apne Sasur ( Father In Law ) Se Pardah
Sawal : Kya Ladki ( Bahu ) Ka Apne Sasur Se Pardah Karna Zaroori Hai ?
view more..
Ladki Ka Apne Abba Ke Chacha Aur Shohar Ke Chacha Se Pardah Karna
Sawal : Ladki Ke Liye Abba Ke Sage Chacha Mehram Hai ? Isi Tarah Shohar Ke Sage Chacha Mehram Hai ?
view more..
Kisi Ke Bacche Ko God Lena
Sawal : Olad Na Hoti Ho To Kisi Ka Baccha God Le Sakte Hai ?
view more..
View all sawal
Total visited
1
5
5
1
1
2
times