Home
Search
Masail
Sawal Kare
islami name
Shariya calculations
Short Book & pdf
About Us
Contact Us
21 November 2024
Thursday
17 Jamadi-Ul-Awwal 1446
Sawal No : 251
Bab : QASAM / MANNAT
Fasl : QASAM / MANNAT KE BARE ME
Topic : Fix Din Roza Rakhne Ki Mannat Maani Aur Kisi Uzr Ki Wajah Se Na Rakh Sake To Ab Kya Kare
Sawal : Agar Kisi Aurat Ne Mannat Maani Ho Ke Us Ka Fulan Kaam Pura Hoga To Wo Us Ke Bilkul Baad Wale Din Roza Rakhegi Or Agr Us Din Us Ke Haiz Ke Ayyam Chal Rahe Ho To Mannat Puri Krne Ka Kya Hukm He?
Jawab : Kisi Kaam Ke Pura Hone Par Mannat Agar Fix Din Roza Rakhne Ki Mani Ho Aur Kaam Pura Ho Jaye To Fix Din Roza Rakhna Zaruri Hoga, Agar Kisi (haiz Wagaira) Uzr Ki Wajah Se Us Fix Din Roza Na Rakh Sake To Us Din Ke Badle Dusre Kisi Din Roze Ki Qaza Karni Hogi.
(makhuz Az Fatawa Rahimiyya: 9/28)
Fakt - Allah ta'ala sabse zyada janne wale hai.
Upload Date : 28-07-2024
download in PDF
related question
Kisi Kaam Ke Karne Ki Niyyat Puri Na Ho Sake, To Kya Kare ?
Sawal : Agar Koi Kaam Karne Ki Niyyat Ki Ho, Aur Wo Niyyat Puri Na Ho Sake, Ya Toot Jaye, To Is Condition Me Kya Kare ?
view more..
Qasam Khana Aur Tootne Par Kaffara Dena
Sawal : Qasam Khane Ke Bare Me Shari'at Me Kya Rehnumai Hai, Aur Agar Koi Is Ko Pura Na Kare, To Us Ka Kaffara Kya Hoga ? Tafseel Se Batla'iye.
view more..
Mannat Manne Ki Tafseel
Sawal : Mannat Manne Ka Kya Hukm Hai ?aur Us Ke Liye Kya Kya Hona Zaruri Hai ?
view more..
Bhul Se Qasam Khana
Sawal : Kisi Insan Ne Bhul Se Qasam Khali, To Us Ke Bare Me Islam Ka Kya Hukm He ? Kya Us Par Qasam Todne Ka Kaffara Aayega ?
view more..
View all sawal
Total visited
7
0
4
1
5
times