Home
Search
Masail
Sawal Kare
islami name
Shariya calculations
Short Book & pdf
About Us
Contact Us
21 November 2024
Thursday
17 Jamadi-Ul-Awwal 1446
Sawal No : 213
Bab : QURBANI
Fasl : QURBANI KE BARE ME
Topic : Qurbani Ki Qaza
Sawal : Agar Waqt Par Qurbani Na Kar Sake, To Kya Kare ?
Jawab : Agar Waqt Par Qurbani Na Ki Ja Saki Ho, Aur Janwar Pehle Se Maujood Ho, To Waqt Guzarne Ke Baad Usi Janwar Ko Zinda Sadqa Karna Zaruri Hai.
▪️ Aur Agar Janwar Maujood Na Ho, To Pure Janwar Ki Qimat Ka Sadqa Karna Lazim Hai.
( Khulasa Az Kitabul Masail - 2/309 )
Fakt - Allah ta'ala sabse zyada janne wale hai.
Upload Date : 23-05-2024
download in PDF
related question
Zabah Me Help Karne Wale Ka Bismilla Padhna
Sawal : Jo Shakhs Zabah Me Help Kare, Kya Us Ka Bismilla Padhna Zaruri Hai ?
view more..
Qurbani Karte Vakt Bismillah Padhna Bhul Jana
Sawal : Qurbani Karte Vakt Bismillah Padhna Bhul Jaye To Kya Hukm Hai ?
view more..
Qurbani Karte Vakt Janwar Ka Aebdar Ho Jana
Sawal : Age Qurbani Ki Koshish Karte Vakt Janwar Me Koi Aeb Aagaya, To Kya Hukm Hai ?
view more..
Zuban Kate Huve Janwar Ki Qurbani
Sawal : Zuban Kate Huve Janwar Ki Qurbani Karna Kesa Hai ?
view more..
Langde Janwar Ki Qurbani
Sawal : Langde Janwar Ki Qurbani Karna Kesa Hai ?
view more..
View all sawal
Total visited
7
0
6
7
7
times