Home
Search
Masail
Sawal Kare
islami name
Shariya calculations
Short Book & pdf
About Us
Contact Us
01 July 2025
Tuesday
4 Muharram 1447
Sawal No : 228
Bab : QURBANI
Fasl : QURBANI KE BARE ME
Topic : Zabah Me Help Karne Wale Ka Bismilla Padhna
Sawal : Jo Shakhs Zabah Me Help Kare, Kya Us Ka Bismilla Padhna Zaruri Hai ?
Jawab : Jo Shakhs Janwar Ko Zabah Karane Me Churi ( Knife ) Chalane Wale Ki Help Kare, Misal Ke Tor Par , Churi Me Hath Laga Raha Ho, To Us Par Bhi Bismillah Padhna Wajib Hoga. ( Kitabul Masail - 2/324 )
▪️ Aur Jo Log Zabah Karne Me Pair, Gardan, Sing, Munh Pakadne Me Help Karte Hai, Un Ke Liye Bismillah Padhna Zaruri Nahi Hai.
Fakt - Allah ta'ala sabse zyada janne wale hai.
Upload Date : 13-06-2024
download in PDF
related question
Qurbani Ke Janwar Me Niyyat Ka Hukm
Sawal : Qurbani Ke Janwar Me Niyyat Ka Kya Hukm Hai ?
view more..
Nabalig Bacche Ka Qurbani Ka Janwar Zabah Karna
Sawal : Agar Nabalig Baccha Qurbani Ka Janwar Zabah Kare, To Kya Hukm Hai ?
view more..
Qarz Le Kar Qurbani Karna
Sawal : Qarz Lekar Qurbani Karna Kesa Hai ?
view more..
Qurbani Karte Vakt Bismillah Padhna Bhul Jana
Sawal : Qurbani Karte Vakt Bismillah Padhna Bhul Jaye To Kya Hukm Hai ?
view more..
View all sawal
Total visited
1
3
7
3
7
8
times